खान्सी और गले की खरास तथा श्वास नली की साधारण तकलीफें ; Mild problems of Internal Throat, Cough and Respiratory Tract
Posted by: prakruti on: नवम्बर 23, 2011

जाड़े के दिनों मे जब ठन्डक बढती है या घटती है तब सबसे पहले शुरुआत में गले की खरास, खान्सी और श्वास नली की दिक्कते पैदा हो जाती है / ऐसा इसलिये होता है क्योन्कि घर के अन्दर रहने में और घर के बाहर निकल कर आने में मौसम की हवा का प्रभाव शरीर के श्वसन सन्सथान को सबसे पहले प्रभावित करता है / कारण वही है , हवा के अन्दर समाहित ठन्डक का स्तर और शरीर की गर्मी से उसका ताल्मेल ठीक से न बैठ पाना / यह सीधे सीधे cold exposure की स्तिथि होती है / जैसे ही शरीर की conditioning होने का procedure शुरू होता है, वैसे ही दबी हुयी inflamatory condition precipitate होकर अपना inherent effects सतह पर ला देती है और इस स्तिथि में तकलीफ के लक्षण प्रकट हो जाते है / जिन्हे खान्सी, गले की खरास और श्वास नली से सम्बन्धित विकार समझा जाता है /
बेहतर यही है कि सभी लोग उस कहावत को हमेशा ध्यान मे रखे और वह है “Prevention is better than Cure” / थोडी सी सावधानी से सभी लोग बड़ी तकळीफें होने से बच सकते हैं /
इसलिये जब भी घर से बाहर निकलें शरीर को गर्म बनाये रखने वाले कपड़े चाक चौबन्द होना चाहिये / बहुत ठन्दी हवा में ज्यादा देर बाहर न रहें / मैने observe किया है कि जिनको Cervical spondylitis या रीढ की कोई तकलीफ होती है , उनको ठन्डक बहुत महसूस होती है और इसी कारण से उनका शरीर बहुत अकड़ता है और मान्शपेशियों मे तकलीफ पैदा हो जाती है / ऐसे लोगों को Cold air exposure बहुत जल्दी होता है /
जिन्हे खान्सी हो जाय वे आयुर्वेदिक औषधिया या घरेलू उपचार ले / खान्सी के लिये एक चम्मच अदरख का रस लेकर एक चम्मच शहद के साथ मिलाकर दिन में कई बार सेवन करना चाहिये / इसमे यदि आधा चम्मच हल्दी का चूर्ण मिला लें तो अधिक प्रभावकारी औषधि हो जाती है / गले की खरास और शवसन सन्सथान की तकलीपॊं में भी यही फार्मूला कामयाब है / लेकिन इसकी मात्रा अधिक कर लेनी चाहिये /
खान्पान मे परहेज करने और आयुर्वेदिक दवा खाने से ऊपर बतायी गयी तकलीफें एक ही दिन में
ही ठीक हो जाती हैं और आराम मिल जाती है / लेकिन यदि Cold exposure की intensity अधिक होगी तो ठीक होने में की दिन लग जाते है /
आयुर्वेदिक दवाये, जिन्हे खान्सी आदि तकलीफों में उपयोग कर सकते हैं /
१- त्रिभुवन कीर्ति रस
२- गोदन्ती रस
३- आनद भैरव रस
४- तालीशादि चूर्ण
५- सीतोपलादि चूर्ण
६- चित्रक हरीतकी
७- वासावलेह
आयुर्वेद में हजारों की सन्ख्या में खान्सी जैसी तकलीफों के लिये फार्मूले दिये गये है / उक्त दवाये किसी वैध या आयुर्वेद डाक्टर से जानकारी प्राप्त करके प्रयोग करे तो सबसे अच्छा होगा /
Like this:
Be the first to like this post.
जनवरी 4, 2012 at 12:55
Dr.sahab good morning
dr.sahab mere uncle ko 8-sal phle TB ho gayee thee. shuroo me to unhone chote mote doctors se ilaz karaya. lekin bimari thik hone ke bajaye jyada ho gayee. bhut se doctors change kiye last me jab mujhe pata chala to maine unka ek qualifidy doctor se private ilaz karaya continue medicine treatment lete rahne ke bad bhi do ya 3-months ke bad unko khasi,or cough ke sath blood aata rahta tha. jab continue medicine treatment eighteen months ho gaya to mujhe chinta hone lagi. ki ye kaisi problam hai. ki continue treatment ke bad bhi solve nahi ho pa rahi hai.iske bad doctor ne hame MBBS chest specialist ke pass jane ki salah di.fir mai uncle ko MBBS doctor ke pass le gaya. aur sare chekup ke bad treatment start ho gaya.MBBS doctor ke pass bhi eighteen months treatment karane ka bad bhi same problam rahi. doctor se mai after months or after two months ke bad poochta rahta tha ki doctor sahab ye cough or blood aana stop kyo nahi hota.doctor mujhse kahta ki hamne medicine change ki hai.ab fayda ho jayega. lekin two year treat ment karane ke bad bhi problam same condition me rahi. isi treatment ke doran uncle ki tabiyat ek din jyada kharab ho gayee.mai usi doctor ke hospital me uncle ko le gaya lekin doctor ne kaha ki inko ICU Emergency me rakhana parega. aur this is very expencive treatment hai.maine doctor se kaha ki doctor sahab abhi tak aapka treatment continue hai. fir bhi mareej ki condition itni kharab ho gayee. ki aap bol rahe hai.ICU me admit karna hoga.iske bad mujhe us doctor per vishwash nahi raha. to tabhi mai uncle ko doosre MBBS doctor ke pass chekup ke liye le gaya. to us doosre doctor se maine request kiya ki doctor sahab mai apne uncle ka treatment kareeb five years se kara raha hoon. aur jo bhi monthly income thi total medicine treatment me hi chali gayee. ab mai is position me nahi hoon ki paisa kharch ker sakoo. to aapse good advise ke liye request kerta hoon plz aap mujhe meri problam ko samjhte huye.advise dijiye. doctor ne meri problam ko samjha aur mujhse kaha ki yaha city me treatment nahi karana kyo ki yaha per paisa kharch hoga likin aapki uncle ka treatment thik tarah se nahi ho payega. to unhone mujhe delhi RAJAN BABU TB HOSPITAL KINGSWE CAMP ME le jane ke liye advise diya.
mai uncle ko kingswe camp me admite karaya aur hospital me doctor ne uncle ka kareeb two months treatment kiya uske bad discharge ker diya kyo ki uncle 80% thik ho gaye the mujhe bhi laga ki ab uncle bilkul thik hai.doctor ne 20% problam ke liye mere city me treatment continue kerane ke liye ek treatment paper diya jo maine apne city ke government hospital me submit ker diya. aur treat ment start ho gaya. doctor ke according TB ka tratment Eight months continue hona chahiye.maine apne city me treatment continue kiya. aur uncle thik ho gaye. teatment finish ho jane ke bad doctor ne medicine dena stop ker diya aur kaha ki medicine course finish ho gaya hai. ab jaroorat nahi hai.
But treatment finish hone ke two months bad unko fir se problam start ho gayee
jaise–khasi,cough,aur feaver rahne laga.
to uncle dobara apne city ke government hospital se medicine te aate the. lekin uncle ki problam abhi tak thik nahi ho payee.
kya aap kuch good advise de sakte hai. uncle ki age-50 years hai.
………..reply by Dr DBBajpai………..aap jo bhi ilaj kara rahe hai , vah continue rakhe, dava band karane ke baad agar phir dubara vahi takalif paida ho rahi hai to issaka matalab hai ki takalif fir se “relaps” ho rahi hai ap jo bhi ilaj karein , kuch baton ka dhyan rakhe [1] unako pausjtik ahara de jaise anda aur mans, ghi, makhkhan aadi [2] din me dhup me rahane ke liye bataye aur jab tej dhup ho to gahari sans le, din me kai bar yahi duharaye [3] apane najadik ke kisi AYURVEDIC DOCTOR se salah lekar ALOPATHIC davao ke saath saath kuch thodi si AYURVEDIC davayein bhi khilaiye jo apake rogi ke mijaj ke hisab se set ki gayi ho, itana sab karae ke baad mujhe ummid hai ki unako bar bar relaps hone ki samasyaa se chchutakara mil jayega .