आयुर्वेद: आयुर्विग्यान:आयुर्वेदास्कैन:ई०टी०जी०:आयुषमन::AYUSH Therapies

AYURVEDIC MEDICINE : Bhasm aur Pisti ; भस्म और पिष्टी

Ayurvedic Bhasma and Pisti are the unique medicaments of the therapeutic system.

Bhasma preparations are based on the theory of the “nano” technology concept of today, so is of the Pisti.

Misconceptions about BHASMA are propagated that BHASMA creates harmful effects on human body. This is totally wrong and is based on the hypothesis only.

I am using still today Bhasma and Pisti both in my practice, my father was using bhasma in their practice , my forefather was also using bhasma in practice at the time of British Period. Many Britishers were in uder their treatment and those who say that Bhasma harms to human body is totally baseless and have no scientific evidence.

Since the advent of Electro Tridosha Graphy ; ETG AyurvedaScan system , we have tested Bhasma and Pisti on the human body and on patient and we found that they have no any bad effects or side effects sofar in human beings.

We are proud to say that we are still using Bhasma and Pisti on patient  with successful results.

So donot belive on, what the others say against about Bhasma and Pisti , they donot know well about Bhasma and Pisti, even then how Bhasma and Pisti are prepared and their preparation methods.

I prepare Bhasma and Pisti under my supervision and by my own hands and I use my Bhasma / Pisti preparations on my patients successfully. I once again say, that Bhasma are safe and have no any side effects / harmful effects on human body.

############################

ABHRAK BHASAMA

Yah bhasama bahut si bimarion mein anupan vishesh se karib karib sabhi bimarion mein upayog ki jati hai

Matra: Isaki matra 5 milligram se 150 milligramm tak hai, sharir ke aur rogi ke bal ke anusar isaka nirdharan chikitsakon dwara karatey hain ki kitni matra rogi ke liye upayogi hogi

sadharan tay ise shahad ke sath din mein do ya adhik bar khatey hai, maintenance doses keliye din mein ek baar hi khana kaphy hota hai, ise nimna prkar se roganusar anupan ke saath kahtey hain

Rog aur anupan 

  1. Pradar mein: sonageru 2 ratti aur giloy satva 4 ratti ke saath khakar upar se chawalon ka dhowan pila dein
  2. Pitta prakop mein; Sona geru, giloy satva aur shakkar ke saath dekar upar se mishri ya shakkar mila hua doodha pila dein athava prawal pisti aur giloy satva ke saath dein
  3. Prameha, pitta pradhan par ; sonageru, giloy satva, papal aur shahd ke saath athava giloy k eras aur mishri ke saath
  4. Netron ki kamjori mein; Triphala ka churna aur shahad ke saath dein
  5. Shwas mein papal ka churna aur shahad ke saath
  6. Kas  ………………………………………………………………………..
  7. Kapha braddhi………………………………………………………..
  8. Jirna jwar……………………………………………………………….
  9. Bhram…………………………………………………………………..
  10. Prameha………………………………………………………
  11. Sangrahani…………………………………………………….
  12. Pandu…………………………………………………………..
  13. Kshshay………………………………………………………….
  14. Vish vikar……………………………………………………….
  15. Kamala ………………………………………………………….
  16. Gulma………[Upar kahe gaye sabhi rogon mein  Abhrak Bhasam ka upayog Pipal ke churna ke saath milakar shahad se din mein do bar lene se hai]

 

  1. Ukta rogon mein Abhrak Bhasam ke saath Vayvidanga ka churna aur trikatu ka churna kahense bhi twarit labh hota hai

 

  1. 20 prakar ke pramehon par; Shilajit aur shahad,athava  papal aur haldi athava kewal papal ke saath

 

  1. Tuberculosis , Kshshay athava TB jaise syndromes par; 10 se 25 mgs son eke vark ke saath, sitopaladi churna atahavachyavanprash athava sitopaladi churna aur shahad ke saath

 

  1. Dhatu Braddhi ke liye; sone ke vark ya chandi ke vark  aur aawale ke murabbe ke saath ya lavang ke churna aur shahad ke saath

 

  1. Rakta pitta par; harad aur shakkar, ya ilayachi aur mishri ke saath

 

  1. Kshshya, pandu aur arsh par; trikatu, Triphala, chaturjat, mishri aur shahad ke saath

 

  1. Prameh aur mootra krachcha par; ilayachi, gokharu, bhumi aawala, aur mishri ke saath khakar oopar se doodh piyein

 

  1. Jirna jwar mein; giloy satva aur mishri athava shahad pipal ke saath

 

  1. Arsh par ; nagarbel ke paan mein bhilawa aue abhrak bhasam dalkar khilayein

 

  1. Vaata rog mein ; Sonth, pushkarmul, bharangmul, aur asagandh ke curna ke saath shahad se khayein

 

  1. Pitta rog mein ; godugdha , mishri ya chaturjaat aur mishri ke saath

 

  1. Kaphpha rog mein ; kayphal, pipl aur shahad ke saath

 

  1. Shukra stambhan ke liye ; Bhang ke churna ke saath

 

  1. Rakta , mans aadi dhatuon ki nirbalata ke liye; Loh bhasam aur shahad Pipal ke saath
  2. Sangrahani mein ; anar sharbat ya kutajadi avaleh ke saath
  3. Kaphpha jwar aur khansi ke liye ; abhrak bhasam, shrang bhasam, mulahathi, tatha sitopladi churna ke saath shahad se khayein
  4. Nutan kapk khasi par ; abhrak bhasam, shrang  bhasam aur lavangadi churna ke saath kahana chahiye

ABRAK BHASAM  ke Ayurveda shashtron mein bahut upayog bataya gaya hai, ise sharir mein hone wale sabhi rogon mein ROGANUSAR ANUPAN KE SAATH khane se arogya awashya prapta hota hai, shahstron mein isake hazaron prayog milatey hain

############################

Ayurvedic Bhasm akele athava roganusar anupan ke saath athava doosari kasth aushadhiyon ke saath milakar banai jane wali dawaon mein upayog karatey hain, [English translation; ayurvedic bhasma / pisti are used alone with honey, milk or other food articles accoring to the need based on the diagnosis of disease. Bhasma and pisti are also taken with the "ANUPAN" and other VEGETABLE KINGDOM herbs powder or decoction, juices and other forms.]

Jin sabhi bhasmon ka  upayog chikits mein karatey hain, unaka chikitsayiy upayog ka varanan adhunikchikits vigyan ke saath saath kiya jayega, taki pathak labh utha sakein,  [English translation;  Bhasma's description for the use of a disease condition, will be narrated here with their uses and doses. Where there will be need of the correlation with the modern science findings that will be also available here.]

Yadi aap koi sawal in dawaon ke baare mein janana chahatey hai to awashya likhein [If you have any question / doubt about uses of Bhasma and pisti, you can write  for clarification, but the raiser of the question should provide full details of the querry and should be in an evidenced form. We donot care for those questions, which are totally baseless and based on the hypothesis and have no concrete evidence with the statements. It is out of atticate to raise the questions for the sake of defaming  and malicious motives.]

21 Responses to "AYURVEDIC MEDICINE : Bhasm aur Pisti ; भस्म और पिष्टी"


pittapravruti hiv+ cough cold &temperature weakness

@ Reply by Dr.DBBajpai…………………………..
Abhrak bhasam+Prawal,kapardak,godanti,mukta, muktashukti,jaharmohara,neelam,manikya+vasavaleh+ashwagandhaghrit+sweet milk

pichake hue gaal ko kya …ayurveda me hai koi aise cheej jo pichake hue gaal ko phula de….mere bahut dosto ke gaal bahut pichke hai…kuch ho to hame avashya bataiye maharaj aapka bahut dhanyawaad hoga…plzzzzzzzzzzzzz aur ho sake to hame email kar dijiye….plzzz…aapka bahut upkaar hoga…

Aap safed musli,kali musli, salam panja,salam misri 100-100 gram le aor isme 200 gram misri mila de aor kut kar kapade se chan le subah khane ke pahle le 5 gram milk ke saath saam ko sote samay le 3 month me lal tamatar ho jaoge khatai na khaye tel aor mirch ka sewan kam kare brahmcharya ka palan kare bahut utam yog ha

sir koi capsule hai jisame ye ssare bhsama ho…..agar hai to naam kya hai sir ji…..plzzzzzzzzzzz

sir koi capsule hai jisame ye ssare bhsama ho…..agar hai to naam kya hai sir ji…..plzzzzzzz

main bangaliore me hu….yanha kanha se capsules mil jaayengi…agar aapeke pass address hai to batayiye…sir….plzzzz

main paurush jeevan capsule use kar raha tha ….usame bhe bhasma hai par ….abb wo pata nahi kyu mujhe suit nahi kar rahi hai….???

plllzzzzz reply……..??

plllzzzzz reply…….as soon as possible………..???

hello sir meri umar 29 year ki hai mera waight 56 hai main dikhne main to moti lagti hoon bahut jiyada nahi par hoon par mere gaal bahut pichake hai aur koi roonak nahi rah gai hai ankho ke paas kale ghere ho gaye hai main bahut sundar dikhati thi par ab lagta hai ki main o hoon hi nahi
maine bhaut hi medicine khai par jab takhai tab tak gaal fule hue dikhte hai par jaise hi medicine band karti hoon ir se gaal pichake ho jate hai sar main moti nahi hona chahti par apne gaalo ko fulana chati hoon aur face par roonak chahti honn plzzzzzzzz meri help kijiye . i am so upset

………..reply by Vaidyaacharyaa………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI

STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe

Apaki bimari ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko rog mukti mil sakati hai

hi sir i am leaving in america. sir main koi bhi tes nahi karwa sakti yahan par aur yahan dava bhi kaise lu kya koi home treatment ho to batayiyega plz

………..reply by Dr DBBajpai………..mera aapako yah sujhav hai ki aap ya to USa me vahiM kisi ayurveda ki practice karane wale ko dikha de to sabase achchaa hai

yadi yah sambhav nahi hai to jab aap INDIA aave ek saal yaa do saal me tab aakar dikha jayen , yah sabase sahi rastaa hai

mere yahan vartaman me is samay teen marij america se ilaj kara rahe hai aur ve khud hamare yahan KANPUR aakarake ETG AyurvedaScan parikshan karakar kai mahine ki dava le gaye hai, ek do to parcel se dava mangaate rahate hai

aur etg test i thing alcohol ke liye hota to sir i never use alcohol. sir plz dont ignore
me. give me some advise, some medicine

………..reply by Vaidyacharya………..yah apase kisane bataa diya ki ETG ka test alcohal ko janchane ke liye hotaa hai

pahalaa yah ki ETG ka full form hai ELECTRO TRIDOSHA GRAPHY aur yah test ya parikshan AYURVEDA chikitsa vigyaan kaa pahala aur akela test hai, jisase [1] Ayurveda ke fundamentals ka status quantification aur [2] Diagnosis of patient’s internal disorders tathaa any bimari se sambandhit baton ka pataa chal jata hai, jisake adhar par Ayurveda ki chikitsa ki jati hai

is parikshan ki suvidha kewal KANPUR me hamare paas commercially upalabdh hai ya kah le ki sari duniya me yah test keval hamare research institute me hi hota hai

thank u so much sir aap ka institute kanpur main hai ye jankar kafi kushi kyonki main kanpur main hi raheti hoon ab jab main india vapas aaungi tab aap ke institute main aaungi abhi test ke liye aur sir if u don”t mind . give me ur address plz in kanpur institute.

………..reply by Dr DBBajpai………..aap ABOUT ME aur CONTACT TO DR DBBAJPAI page par, jo isi blog ka hissaa hai, vahan jakar sari suchanayein prapt kar sakati hai

thanks a lot for advice

ma kafi moyi ho gayi hu delivery ke paad please suggest kare ayurveda ma is ka koi ilaj ho or side effect bhi na ho

delivery ke teen saal baad maine kafi wait put on kar liya ha please suggest kariye ma kaise patle ho sakti hu or koi side effect bhi na ho

Your mind essentially controls the way you feel about yourself. i had the same problem…but one day i met a `psychologist .,…..she said to me this thing ….she said dont worry about ur face is chubby or not…..the thing is that by taking any medicine u can become chubby…the reason behind this is only ur mind dont focus on ur face because u know when u will have these medicine u will get chubby…so u wont think abt ur face …because u know now am having these medicine so sure u will be relaxed…u wont even see urself so many time in mirror…believe me just stop worrying about chubbyness…stop watching urself in mirror never watch urself just for one week….and feel u r getting chubby…thats what i did and now i am good looking boy with chubby cheeks….try it really it halped me and am sure it will work for everybody….kkk….all d best…but dont see ur seself in mirror again and again…u will feel the changes….

Your mind essentially controls the way you feel about yourself. i had the same problem…but one day i met a `psychologist .,…..she said to me this thing ….she said dont worry about ur face is chubby or not…..the thing is that by taking any medicine u can become chubby…the reason behind this is only ur mind dont focus on ur face because u know when u will have these medicine u will get chubby…so u wont think abt ur face …because u know now am having these medicine so sure u will be relaxed…u wont even see urself so many time in mirror…believe me just stop worrying about chubbyness…stop watching urself in mirror never watch urself just for one week….and feel u r getting chubby…thats what i did and now i am good looking boy with chubby cheeks….try it really it halped me and am sure it will work for everybody….kkk….all d best…but dont see ur seself in mirror again and again…u will feel the changes….sailja mishra try it out…..good luck…

Guru g mere dost ko bavasir k pareshani he or use pakhana jate samay khoon b niklta he.uski umar 24 sal he

xxxxxxxxxxxxxsexquestionsxxxxxxxxxxxxxxxxxxx

………..reply……….please donot ask vulgar questions

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out / Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out / Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out / Change )

Connecting to %s

ETG AyurvedaScan WORLDWIDE Visitors Count Begins from 17 August 2010

Every Second Count of Visitors

ayurvedaintro.wordpress.com
81/100

Google Page Rank ; Top 10 ; counting starts from 13 February 2011

Instant presence of visitors ; counting starts from 13 February 2011

WELCOME to all of you ; Kindly write your comments ; आपका स्वागत है : कृपया अपने विचार अवश्य लिखें

  • 446,741 hits

E-mail address for CONTACT

kpcarc@gmail.com

इन्हे भी पढ़िये और समझिये

स्वास्थ्य दैनिकी ; Swasthya Dainiki

जून 2012
सो मँ बु गु शु
« मई    
 123
45678910
11121314151617
18192021222324
252627282930  

Aapane Likha, bahut khusi huyi आपने लिखा, बहुत प्रसन्नता हुयी

Top Posts

Thanks Visitors

Follow

Get every new post delivered to your Inbox.

Join 72 other followers