आयुर्वेद : आयुषमन : AYUSHMEN

AYURVEDIC MEDICINE ; आयुर्वेदिक औषधियां : गुग्गुल, गूगल, गुग्गुलू : Gugal / Guggalu / Guggal / Googal

############################

VATARI GUGGULU

Yah guggulu, AAmvata yani musculo skeletal pain,  Kati shul yani kamar ka dard, Gradrasi yani Sciatica, Khanjata yani Paralysis, Panguta yani walking in lameness posture, shotha yani edema, dahyukta yani increased  Serum Uric acid / Gout, Kroshtushirshak yani Osteoarthritis of very severe nature and painful condition etc

Niche is aushadhi ko kis anupan ke saath lena chahiye yah bataya ja raha hai:

  • Amvata mein: erand tail aur dashmool kwath ke saath
  • Katishul mein ; erand bija aur  sontha dalkar pakay huya dodh ke saath
  • Gradhgrasi mein ; gomutra yokta erand tail
  • Khanjwaat mein erand tail ya aur doodh ya rasna dashmool kwath ke saath
  • Panguta mein ; erand tail aur doodh ke saath
  • Vaatarakta mein ; gurch ka kwath aur madhu
  • Kroshtushirshak mein ; erand tail aur dodha ke saath

Ise din mein do baar subah aur sham khana chahiye

############################

SINGHANAD GUGGULU

Yah Vata vikar ki ek achchi dava hai, yah guggulu Agni dipak, dhatuvardhak, aasyushya, balakarak aur rechak hai, isake sewan se AAmvata, shiro vata, kathin sandhivata, janu aur jangha mein basi hui vata, kati shul, ashmari, mootra krachcha, bhagna, timir, uadr riga, amla pitta, kistha, prameha, guda bhrans, shwash, 5 prakar ki kaas, Kshshya, Visham jwara, Pliha roga, Shlipada, Gulma, Pandu, Kamala, Shotha, Antrabraddhi, Shul aur Arsh rog dur hote hain

Ise Roganusar anupan se lene se nimna bimariyan shighra door hoti hain

  • Ise sadhrantaya Garam pani se khatey hain
  • Amvata mein Dashmul kadha aur erand ke tail ke saath
  • Shiro Vata mein Dashmool kwath ke saath
  • Sandhivata mein chchoti pipal aur indrayan ka gud ke saath
  • Janugat Vata mein erand tail aur doodh ke saath
  • Astangat Vata mein gomutra yukta erand tail
  • Katigrah mein Erand bij aur sonth dalakar pakaya gaya doodh
  • Ashmari mein Yavakshshar aur gud mila varuna ki chchal ka kadha
  • Mootra krachcha mein yavakshshar yikta pethe ka ras
  • Bhagna ; Mulahathi, laakh aur Arjun ki chchal k pakaya doodh

Is prakar se yah Guggulu roganusar anupan ke saath dene se bahut shighra aur turant phyada pahuchane wala aushadhi tatva hai

Isako 5oo milligramm ki matra mein din mein do bar. subah aur sham ko khana chahiye

################################

NAVAK GUGGULU

Yah guggulu Obesity yani Motapa ghatane, jinake charbi badh gayi ho , unaki charbi kam karane , kapphha sambandhi vikaron ko door karane tatha gathiya, joson ke dard aadi vikaron mein phayada pahunchata hai

Doses; 1- sharir ka motapa kam karane ke liye ise shilajita aur arani ke kadhe ke saath khana chahiye 2- kappha rogon mein ise kutaki ke kadhe ke saath kahana chahiye 3- aamvaat mein ise gokharu ke kadhe ke saath khana chahiye

Din mein kam se kam teen ya char bar isaka sevan karana chahiye

################################

KANCHANAR GUGGULU

Yah sabhi tarah ki ganthon, glandular inflammations, thyroid ki vikrtiyan, goiter, galgand, gandmala, apachi, arbud, tumours, granthi, vran, gulm, kustha aur bahagander ko arogya pradan karata hai

Adhunik vigyan ki terminology mein;

  •  This Ayurvedic medicine  cures all kinds of Tumours, Goiter, Adenits, Glands and Glandular inflammatory condition and like wise disease conditions
  • Useful to cure Wounds, who does not heals in time
  • Useful in Fistula of all natures
  • Useful in those skin diseases, which are not easily curable

Matra; 1 to three pillas, daily , three times a day, with roganusar anupan

############################

GUGAL , ek prakar ka gond jaisa padarth hota hai, Ayurveda ke manishiyon ne is gond jaise padarth ko bahut si upayogi jadi bution ke saath milakar , bahut tarah ki bimarion mein prayog karake jis prakar ka anubhav, GUGAL MISHRIT AUSHADHIYON  se prapta kiye hain, aur jinako Adhunik Vaidya samaj ne asankhya bar upayog karake in aushadhiyon ki arogya karak shaktiyon ko jancha aur parakha hai, un gugal mishrit aushadhiyon ko , is page par samast jano ke sammukh rakhane ka prayas matra kiya ja raha hai.

1 Response to "AYURVEDIC MEDICINE ; आयुर्वेदिक औषधियां : गुग्गुल, गूगल, गुग्गुलू : Gugal / Guggalu / Guggal / Googal"

Respected Sir,
here i want to details about guggulu chemical as well as physicochemical behaviour or properties , would u reply if u have it.

Regards,
Mayank

………..Reply by Dr.D.B.Bajpai………..I am a medical practitioner and practicing medicine only. I know only curative properties of Guggulu in disease conditions and prescribe Guggulu based remedies to patients. Phytochemistry and pharmacy is a separate subject study, which is not actually direct related to us. Therefore, I will sugest you to ask the question to the expert. However, I will try to collect the material related to Guggulu chemistrial compositions and will try to write in any post of my blog in future.

Leave a Reply

इलेक्ट्रो त्रिदोष ग्राफी : ई०टी०जी० का विश्व का पहला परीक्षण केन्द्र ::: ई०टी०जी० सेण्टर, E-52, खपरा मोहाल, खलील क्वार्ट्स कम्पाउन्ड, कैन्ट, कानपुर contact: 09336238994 :::आयुर्वेद की पहली और अकेली ; सम्पुर्ण शरीर का आयुर्वेदिक विधि विधान पूर्वक मौलिक सिद्धान्तों के निदान के अलावा सारे शरीर में व्याप्त रोगों के निदान का ज्ञान कराने वाली तकनीक का परीक्षण केन्द्र समस्त जनता, वैद्यों, आयुर्वेद के चिकित्सकों के लिये कानपुर शहर में स्थापित किया जा चुका है । यहां रोजाना सुबह ९ बजे से दिन २ बजे तक ई०टी०जी० परीक्षण किये जाते हैं । कोई भी रोगी व्यक्ति या अन्य लोग, जो भी परीक्षण कराना चाहते है, वे किसी भी दिन आकर अपना परीक्षण करा सकते हैं ।

World’s first Electro Tridosha Graphy Scanning Center : E.T.G. center, E-52, Khalil Quarters Compound, Khapara Mohal, Cantt,KANPUR 208001 :Contact: 9336238994 : 09:00 AM to 02:00 PM daily

Word’s First Electro Tridosha Graphy E.T.G. Technology Research Center::::: Kunmun ETG Research Center, 67-70, BhusaToli Road, KANPUR-208001, UP::::Contcat for ETG Examination ::Evening 06 PM to 09 PM daily::::Contcat in Person/ appointment by phone:::0512 2367773

ई०टी०जी० परीक्षण तकनीक का दूसरा केन्द्र :………. कुनमुन ई०टी०जी० रिसर्च इन्स्टीट्यूट, 67/70, भूसाटोली रोड, बर्तन बाज़ार, कानपुर 208001, उत्तर प्रदेश, भारत

आयुर्वेद का सबसे नया आविष्कार : इलेक्ट्रो त्रिदोष ग्राफी : ELECTRO-TRIDOSHA-GRAPHY {ETG}- New invention in Ayurveda

In Medical science, all examinations, scans are from the Allopathic medical science sides, for example Xray, Ultrasound, MRI, CT Scan, Microscopic examination etc. ELECTRO-TRIDOSHA-GRAPHY [E.T.G.] is the first and only scan of Ayurveda & the ultimate Ayurvedic diagnosis solutions' technique. Readers can get more information in the websites, mentioned below or search details in the blog. आयुर्वेद चिकित्सा विज्ञान का नया आविष्कार - इलेक॒ट्रो त्रिदोष ग्राफी, ई०टी० जी०, तकनीक से [१] आयुर्वेद के मॊलिक सिध्धान्त तथा [२] शरीर के रोग निदान , इन दोनो के विषय में Data sheet डाटा रिपोर्ट के स्वरुप में प्राप्त कर सकते है । वैद्यों और आयुर्वेदिक चिकित्सकों को इस विधि से प्राप्त डाटा पर आधारित होकर मरीज की चिकित्सा करने पर अवश्य लाभ होता है । इस तकनीक के बारे में अधिक जानकारी इसी वेब ब्लोग पर या अन्य स्वतन्त्र web blog पर देख सकते है ।

आपका स्वागत है : कृपया अपने विचार अवश्य लिखें

  • 41,509 hits

Electro-Homoeo-Graphy {E.H.G.} : Homoeopathy mein naya Avishkar

EHG , vartaman samay mein Homoeopathy vigyan ke liye yah naya avishkar, ETG technology se nikal kar aaya hai. Is takanik se Homoeopathy ke teen siddhant "Psora, Sycosis, Syphilis" ka manav sharir mein vyapt star ko napa ja sakata hai, isake alava "Vital Force" ka star aur "sensitivity" ka star bhi naap sakatey hain. Is takanik se Homoeopathy ki dawaon ka chunav bhi kar sakatey hai, rog nidan bhi kar sakatey hai, jyada jankari ke liye upar darshayi gayi, web sites par jakar vivaran dekha sakatey hain

Pages

Recent Posts

इन्हे भी पढ़िये और समझिये

स्वास्थ्य दैनिकी ; Swasthya Dainiki

November 2009
M T W T F S S
« Oct    
 1
2345678
9101112131415
16171819202122
23242526272829
30  

Aapane Likha, bahut khusi huyi आपने लिखा, बहुत प्रसन्नता हुयी

यहां मेरी तस्वीरें देखिये ; Flickr Photos

More Photos

Top Clicks

  • None

RSS Vote on Demand

  • An error has occurred; the feed is probably down. Try again later.

  • prakruti: ..........डा० देश बन्धु बाज्पेयी का उत्तर ...........प्रिय शिष्य डा० र
  • डा० रूपेश श्रीवास्तव: आत्मन मुनेन्द्र, मैं चिट्ठों पर लिंक के रूप में नहीं दिलो
  • prakruti: ........... Reply by Dr. D.B. Bajpai...........डा० रूपेश श्रीवास्तव जी एक "क्वालीफाइड