आयुर्वेद: आयुर्विग्यान:आयुर्वेदास्कैन:ई०टी०जी०:आयुषमन::AYUSH Therapies

AYURVEDIC ROGANUSAR ANUPAN ; Bimariyon ke anusar Anupaan ; रोग के अनुसार अनुपान

 

Ayurveda mein anupaan se matalab yah hai ki, jab mukhya aushadhi khayi jati hai to vah aushadhi kis dravya ke saath khayi jaye jisase dava ki karya kari shakti adhik ho jaye aur dava adhik tezi se phayada kare, jo dravya aushadhi ke saath sevan kiye jate hain, vah anupan dravya kahe jate hain, udaharan ke liye yadi Lavan Bhaskar churna ko matthe ke saath ya dahi ke saath khaya jata hai to maththa ya dahi anupaan kaha jayega

 Ise is prakar se bhi kah sakatey hain ki jo drav padarth jaise ghe, chashani, shrbat aur shahad, ityadi jis jis padarh mein dava milakar khayi jaye athava aushad ke oopar se dodh, ya maththa, chchachch, pani, ark, kadha, asava, airsta ityadi khaye jate hain to ise “ANUPAN”  kahatey hain

 

###############

 

KUCHCH ROGON KE ANUSAAR ANUPAN

 

1.    Jwar mein : Tulasi ki chay, shahad, tulasi ke patton ka ras, adarakh ka ras, paan ka ras, mishri ki chashani

2.    Vata Jwar mein : Shahad, giloy ka ras, patasan ka kasay, chirayata ka kadha, Tulasi ka ras, lavang ka pani

3.    Pitta ka jwar mein; Patol patra ras, Pittapapada ka rad ya kadha, Giloy ka ras ya kadha, nimbu ke chchilake ka ras ya kadha, whiberadi kadha, Mustakadi kwath

4.    Sleshama jwar mein; shahad, paan ka ras, adarakh ka ras, tulasi ka ras, tulasi ka adha,

VISHAM JWAR ; Madhu, pippali churna, harsingar ke patton ka ras, Bel ki pattiyon ka ras,Bel ki chchal ya jad ka churna, nagarmotha, Indrayav, patha mool, aamra beej, Anar ki jad ya anar ke chchilkon ka churna, dhay ke phul, kutaj ki chchal ka churn

SANNIPAT JWAR MEIN; Adarakh, ka ras, tulasi ka ras, sahajane ka ras, Dashmul kadha, Tagaradi kadha, Kantakaryadi kadha, nagaradi kadha, pippalimul kwath,  

SHIT JWAR ; bhangare ka ras, kalimirch ka kadha, garam jal

  1. JIRNA JWAR;  shahad, Pippali, jira guad ya jira shakkar ya jira mishri ka mishran, vardhaman pippali, Sitopaladi churna aur shahd, shitopaladi churna aur ghee, Dharishna dudh ya garam kiya hua doodh aur shakkar tatha sonth ka churna

  2.  

     

    ATISAAR MEIN ;  matha, chchachch, chawal ka dhowan, kutaj ki chchal ki jad  ko sil par pis kar nikala swaras, dhanyapanchak kadha, belgiri ka kadha

     

    AAMANSHA MEIN ; chchachch, jwar ke saath  ho to shahad yadi rakta mila hua ho to aam ka ras, kakadi ka pani athava isabagol ka him, saunf ka ark

     

    SANGRAHANI MEIN ;  chchachch , matha, dahi ka nitara hua pani

    KHUNI BAVASIR MEIN : makkhan, mishri, nagkeshar, ghee , shakkar, aawale ka churna, aawale ka murabba

     

    BADI BAVASIR MEIN; ghee aur Triphala churna

    AJEERNA MEIN : garam pani, hing aur sendha namak yukta chchachch ya nimbu ka ras, pyaj aur pudine ka ras, ajwayan ka phant, saunf ka phant, papal, piapla mul, chitrak , kali mirch, sonth aur hing inaka churna, garam pni mein nimbu nichodkar, shankhadrav mila hua pani, sodawater

     

     

    अग्नीमांद्य रोग में : गरम पानी पीने को दॆ, पान खानॆ कॊ दॆं

    विशूचिका में; अजीर्ण में कहे गये अनुपान का सॆवन करें

    भस्मक रॊग में; पका कॆला और घी

    क्रमी रोग में; वायविडंग, शहद, अनार की जड का कवाथ, अनानास के पत्तों का रस, खजूर, भिन्डी, चम्पा की पत्तिओं का रस, निरगुन्डी का रस

    पान्डु रॊग में ;त्रिफला और शहद, त्रिफला और मिश्री, गॊमूत्र, गन्ने का रस, मुसम्मी का रस, अनार का रस,

    कामला में; त्रिफला और शक्कर, कुट्की चूर्ण, और शक्कर

     

     

     

     

     

     

     

59 Responses to "AYURVEDIC ROGANUSAR ANUPAN ; Bimariyon ke anusar Anupaan ; रोग के अनुसार अनुपान"

I am getting pain in my left knee from last 3 months my age is 56 year.
once I was sited in chair for 2 hours working then while getting up I got pain in my left knee then I started pain killer tablets but no use.

kindly advise me any ayuverdic medicine for it.
regards,

My name is pranita .My age is 23. Muje Bahut Din se Mulvaydh ki taklif ho rahi hai, shauchalay ke samay par khoon bhi ghir raha hai. shauchalay ke jhaghar par ek gath ai hai. bahut dino se dard ho raha hai . please muje koi upay battaiye .

Thanking you

Mera naam leena hai or mujhe bathroom hone ke wakq bahot dard hota hai or bahot sakt sauchalay hoti hai plz mujhe kuch ilaaj bataye

………..reply by Dr DBBajpai………..aapane apani umra aur bimari ke bare me kuch khas details nahI diye hai.
Jaise ki main anuman laga raha hu , yah aapako urinary tract infection ke karan ho raha hai, sakht pakhana hone ka karn bhi yahi smajh me aa raha hai, kyonki infection ke hone se low fever bana rahata hai.

Aap kabj dur kre aur pet saaf rakhane ke liye raat ko site samay PANCH SAKAR CHURN 3 gramm gungune jal ke saath sevan karen , isase aapaki kuch takalife kam ho jayengi,

Baki ki takalifon ke liye aap kisi najadik ke Vaidya ko dikhakar salah le to behatr hoga .

mere papaji ke bludder me 8 mm ki stone hai wo nikal nahi rahi hai
papaji ko sugar ki bhi bimari hai
or 2 month pahle alsar bhi ho gaya tha ab alsar to thik hai par phir bhi stomuch me pain rahta hai

namaskaar..
mujhe bhojan(eat) karne ke upraant bahut kuf nikalta hai,aur subah- 2(morning) bhi kuf aur naak(nose) se bhi jyada nikalta hai.

……….Reply by Dr. D.B.Bajpai…………is ek laain ke sawal aur symptom par mai kabhi bhi dava nahi batata, kyonki yah khatare se khali nahi hai . Isaliye jab tak main apane hisaab se marij ki “Case History” ke saath saath Electro tridosha Graphy ETG AyurvedaScan na kar lu aur puri tarah se marij ki samayaa kyaa hai aur sharir mein kahan kahan hai aur vartaman takalif kahan se aur kis ang dvara paida ho rahi hai, jab tak yah na pataa kar lu , tab tak main kisi kaa bhi ilaaj nahi karata. yahi ek sahi rasta hai, jisase marij ko puri tarah se swasthay kiya ja sakata hai.

Phir bhi aapane sawal kiya hai, bimari batayi hai to usaka main ek bahut saral upay bataye de raha hu, isase aapako phayada bhi ho sakata hai aur nukasan bhi. kyonki aapki kyaa nadi hai, yah mujhe pata nahi hai.

Aap TRIKATU CHURNA ek ya do gram subah khali pet ek kap mithe dudh ke saath sevan kare. Dudh mein aadhaa pai milaa lein aur use ubaal lein phir thodi si shakkar milaa lein, isi ke saath TRIKATU CHURN kaa sevan karein. Philhal yahi dava prayog karin lambe samay tak, lagabhag aath hafte.

Pichle 2saal se bar bar kaafi matrame mucus girta he.khun jarabhi nahi girta uski vajah se kamjori bahot ayee he aur ab to haath per bhi bahot darad ho rahe he. khas kar raat ko sandas ki jagah par andar ki taraf khichav hota he aur bahot darad hota he.kai doctrs ko bataya,colonoscopy bhi karai par doctrs thik se ilaaj nahi kar paa rahehe aur colonoscopy ke sab report normal he. bahot pareshhan ho gaya hoo.dawai khane par 4 ghante ka asar khatm hone par firse wahi dard hota he. maherbani karke koi ayurvedik ilaz bataiya jis se takliz dur ho.aajivan aapka abhari rahunga.

………..डा० डी०बी० बाज्पेयी का उत्तर………..यदि आप वास्तव में अपनी तकलीफ के इलाज के बारे में बहुत सीरियस हैं और वाकई में इलाज कराना चाहते हैं, तो सबसे पहले आप अपने शरीर का एक ई०टी०जी० आयुर्वेद्स्कैन अवश्य करायें । उसके बाद इलाज करायेन्गे तो अवश्य फायदा होगा ।

आधुनिक चिकित्सा विग्यान के विभिन्न प्रकार के परिक्षणों और ई०टी०जी० परिक्षण में बहुत फर्क है , जिसे मै कई बार अपने ब्लाग में लिख चुका हू । ई०टी०जी० तकनीक का विकास आयुर्वेद के सिद्धन्तों को ध्यान मे रखकर किया गया है और इसीलिये आयुर्वेद की चिकित्सा करने में यदि ई०टी०जी० का सहारा लेकर दवाओं का उपयोग किया जता है तो अवश्य लाभ होगा ।

मै आपको सलाह दून्गा कि आप पहले अपना एक ई०टी०जी० परीक्षण क्रायें बाद में इलाज कराये तो आपका रोग अवश्य ठीक होगा , यह विश्वास कीजिये ।धन्यवाद ।

ma ek ladka hu or mere niples me thoda ubhar ha yahe 5 salon se ha please replay in hindi

Mujhe Rheumatic heart problem hai. ek saal pahle mera ejection fraction 60% tha jo ki is saal 50% ho gaya. Dr kah rahe ahi ki operate karana hoga. Kya aapke paas koi medicine hai jisase ejection fraction increase ho sake.

#………..reply by Dr DBBajpai………..agar aap vasatav mein apani bimari ko lekar chintit hai to aap sabase pahale apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein, is parikshan se aapake sharir ke lagabhag sabhi ango ke bare me pata chal jayega ki ye kitane swasthay hai ? apake heart ki stthi ka bhi pata chal jayega.

ETG report par adharit hokar ilaj karane se avashya phayada hoga. Rheumatic Heart ke rogiyon ki halat me avashya sudhar hota hai aur heart ki kaam karane ki efficiency bad jati hai.

sari bimariyo ke gharelu upchar meri mail id par bhej dijiye

sabhi sex problem ka samadhan mere mail per bhej de pls.

bibi nakhush rahti hai koi ilaj batayen

mai bavasir kai liya bhahut aurvadic medicine kaya hu magar koi
faida nahi hota hai

………..reply by Dr DBBajpai………..aap khan paan me parahej karein aur niyamit dincharya kaa palan karein to jaldi takalif kaabu me aa jayegi

i want to know domestic herbal treatment for vitiligo which is in initial stage to my cousine at 11 yrs old

………..reply by Dr DBBajpai………..The fact is , what you understand the “INITIAL STAGE” of VITILIGO is actually a long hidden any anomalies and pathophysiology of body viscera/s , which is internally progressing slowly and gradually in the body and as an expression of its maniifastations on skin in shape of WHITE PATCHES.

mere bhai ko acidic alsar hai kripya parhej btaiye.

Dear ser muje 8 mahine se fishtula yani bhagandar ki taklif hai bahut davai khai koi fayda nhi hua plz koi achha ilaj ya dawai bhataye jo mujhe thik kar de

………..reply by Ayurvedician………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI

STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe

Apaki bimari ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko rog mukti mil sakati hai

Doctor saheb, Namaskar

Main Azoospermia ka patient hoon. Lagbhag 10 ayurvedic sanstha ka dawa aaj tak kha chuka hoo magar abhi tak sukranu nahi ban paya hai. yadi aapke paas iska perfect iilaj ho to bataiye. main bahut dukhi hoon. Abhi tak bahut paisa barbad ho chuka hai. Yadi aap iiska sahi aur pakka iilaj kar sake to hi batae. mere personal email id me jawab bheje. mera mobile no. 09830823698 aur mail id mishradinesh32@yahoo.com

Kolkata

………..reply by Ayurvedician………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI

STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe

Apaki bimari ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko rog mukti mil sakati hai

mere friend ko alsar ki bimari hai ilaj karne k bad bi thik nahi hua plz suggestion de

………..reply by Vaidyaacharyaa………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI

STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe

Apaki bimari ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko rog mukti mil sakati hai

sir mei apni 3 sal ka baccha ke piliya & maleriya ke karan bahot paresan hu, aur taklif aur ek hain ki bacche ke pair me ghutne ke niche sujan ho gaya hai , pls mujhe koi accha upay bataye jaldi

………..reply by Dr DBBajpai……….aap ke teen saal ke bachcha ko piliyaa hai, isaliye sabse pahale yah pataa karein ki isako piliya hone ka karan kyaa hai ? achchaa hogaa aap apane pas ke kisi CHILD SPECIALIST ki salah le, yadi Allopathy ka upachaar le rahe hai aur usase phayada nahi ho to phir apane najadik ke kisi AYURVEDIC MEDICAL COLLEGE ke Bal rog Vibhag me jakar vahan Ayurvedic Doctors ki salah le sakate hai, yadi Ayurvedic Medical college na ho to HOMOEOPATHIC MEDICAL COLLEGE me jakar dikhayein aur salah le.

Isi Blog ke kisi post me ya Homoeopathic mother tincture ke section me jakar HOMOEOPATHIC ANTIBIOTIC FORMULA ka upayog kar sakate hai

Phir bhi mai aapako yahi salah dungaa ki upachar kisi EXPERT CHILD SPECILIST ki dekharekh me hi karake le

Dr. sir meri cousin ko 1.5 sal se bava sir ki bimari hai jyada bada nhi pr usne bhut homyopatik ilaj kiya pr koi bhi fayada nhi hua hai mal tyag krrne me jalan hoti hai jis karan uska sarir kafi dubla patla ho gya hai Dr. shab apse nivedan hai ki koi ayurved or gharelu upay btay sighr ….aapki mhan dya hogi

sir meri umar 36 year hai , mujhe 13 years se psoriasis hai , jo ab pure body main ho gaya hai please upay batayen

………..reply by Vaidyaacharyaa………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI

STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe [isame apko chhut di ja sakati haikyonki aap bahut dur hai aap har chhah mah me apana ek FOLLO-UP ETG AyurvedaScan kara sakate hai aur apne bimari ke bare me progress aur improvement dekh sakate hai]

Apaki bimari PSORIASIS ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko DUBARA ek Follow-up ETG AyurvedaScan karakar progress dekhani hogi aur usi hisab se aapko davayein ho sakata hai kuch din aur khani pad jayein usake baad hi aapako rog mukti mil sakati hai Apaka rog bhi bahut purana hai.

This is the correct approach of the treatment of your ailments. YAH AAPAKI BIMAARI KA JAD MUL SE THIK HONE KA SAHI AUR SATIK AUR ACHUK ILAJ KA RASTA HAI

Ilaj ke liye apako KANPUR shahar aanaa hogaa , kyonki yahi par is parikshan ki suvidha upalabdh hai

mere ek saal se khuni babasir he 8-10 me khun girta he me shakahari hu please ilaj bataye

meri umar 39 saal hai. me pregrent hu lekin muje grbhpaat karvana hai muje abhi dedh mahina hua he.pl. ilaj bataie.

mere prashna ka uttar kyu nahi diya?
………reply by Dr DBBajpai………..aapake prashn ka kya uttar du ? mai to yahi kahunga ki aap apane najadk ke kisi Doctor se salah le, vahi aapaki samasya ka samadhan kar sakata hai

sir. i am 23 year old muhje 4 saal se colitis hai uske karan kya kamjori ho sakti hai, please koi upchar bataye

thank you

bawasir or khooni bawasir ke symptom kya hain dr saab

hath pair se adhik pasine nikalte hai iska upchar btaye…..

meri aayu 18 saal hai 1234569213654785412 pls iska koi upay bataye

Jab bhi aap ka causin sochalya ke liye jaye to uske kam se kam 30 min. Pahle jyada se jyada pani piye or kisi aurved se ek churan le.

Sir meri age 19 years ki hai.Mujhe bachpan se hi mere hath(hand) aur per(leg) me bahot pasina ata hai.Mene doctor se iske thik hone ke liye injection liye lekin kuch khas farak nahi hau.

BODY BANANE KE LIYE

Sir mujhe teen din se lagatar shauch karte samay adhik matra me blood aa raha hai. blood patle dhar jaisi teji se v kabhi kabhi boond boond karke nikal rahi hai. Alopathic dawaye le raha hu tatha piles (masso) par marham bhi laga raha hu phir bhi koi phayada nahi hai. Chehra peela pad gaya hai aur bahut jyada kamjori mahsoos ho rahi hai. Please sir koi achook upay bataye..

………..reply by Dr DBBajpai……….aap apane najadik ke kisi Ayurvedic Doctor se salah lekar puraa ilaj le tabhi apaki bimari thik hogi , nahi to apako turnt OPERATION karane ki jarUrat paD sakati hai

I am suffering from badi bawasir since 2003 . I got cut the piles with thread from a bengali doctor in october 2011. I still have a feeling of lump in anus and piles started reoccuring . What should i do please suggest

………..reply ………..now you have adopted surgical intervention of your problem, recurrence of the similar ailments is a warning signal that your disease condition is stand still and it may cause repeated problem again in future. So be cautious.

Your problem-solution is depende on your change of life style and treatment procedure, you have either consult an Ayurvedician or Homoeopaths or Natural-therapist at your nearest locality and take their advise a per your choice. Ths is the best way.

My experince is based on the findings of the ETG Ayurveda
scan system and almost 99.99% cases of piles are curable /relevable after Ayurveda based treatment.

sir,
my name is nitin chawla.. I wrote u about my problem on 4 march…thanx for the guidence. I m doing ayurvedic treatment from last 1 month. And got a relif allmost 50%. I hv also changed my food habits , Schedule etc…but stilli am having a pile which was reoccured..that is not decreasing.. I m very much worried abt same…kindly suggest me what should i do..

Nill sukranu ka elaj h kahi dwa ya address batao

sir mai 7 saal se ilaj kar rahi ho aur meri age 27 year hai mere period nahi aate hai dawa se hi aate hai dawa leti ho tavi har month aate hai aur agar dawa na lo to nhi aati sir kya mere bachche nhi honge kya is wajah se maine shasi v nhi ki meri do choti sister ki shadi ho chuki hai sir kya problem hai jo dawa lene se hi period aate sir koi upay batay jisse bina dawa k periods aane lage aur bachche hone me v koi pareshani na ho aur mere breast v bahut chote chote hai sir plz help

………..reply………..you are a careless lady, who have spoiled herself her own helth condition.In Allopathy medical system, there is no permanent solution of the problom you have mentioned.Much time have passed and I think , no body have given you right and correct way of your problem solution.

Now please stop all the medications and consult your nearest Ayurvedic / Homoeopathic / Yoga and naturecure practitioner of your choice and take a long treatment. Your period will be regular after treatment.

It will be much better , if you take Ayurveda treatment, you should go for time to time for ETG AyurvedaScan examination. The treatment will be foolproof and result oriented.

sir apne koi reply nhi kiya

sir meri umar 27 saal hai muje periods ki problem hai muje periods hi nhi aate hai jab mai dawa khati ho tavi periods aati aur dawa na khau to nhi aati mera ilaj 7 saal se chal raha hai kya isi dawa se hi period aayenge bina dawa ke periods nhi ayenge aur maine isi wajah se shadi v nhi ki meri do choti sis ki shadi ho chuki hai aur mere kavi bachche honge ki nhi sir ji mai isi dar se nahi kar rahi ho aur mere breast v bahut chote hai sir ji koi upay batay jisse mera samadhan ho sake sir meri help kijiye mai bahut pareshan ho sir meri help kigiye

sir meri biwi ko 2 saal se edi main dard hai kafi elaz liya lakin koi fark nahi pada chalte samy adi main andar tika sa dard hota hai koi elaz batao sir

x x x x x x x x x x x x x x x yyyyyyyyyyyyzzzzzzzzzzz

………..reply………..please do not write for reply for vylger questions

sir fr meri prob ka kya hoga meri email id par answer de do dr sahab plzzzzzzzzzz

Namste sir mera naam suyog hai sir mera problem ye tha ki sham ke samay mere seer ka problem shuru ho jata hai mere seer me sunna ho jata hai aur dukhta hai chkkar bhi aate hai aur pet mai jalan jaise hota hai aur aisa lagta hai ki muj me jaan he nahi hai maine ct scan bhi kar ke dekha par wo bhi normal aaya phir bhi problem hota he hai aisa mujhe 1year se ho raha hai sir please mujhe kuch to upay bataiye sir jisase mera problem thik ho jaye.

………….reply………..aap apana ek ETG AyurvedaScan prikshan kara le aur usake baad ayurvedic ilaj kare to apk bimari dur ho jayegi

sir meri mother ko heart ki problem hai …unke heart me ek valve leakage hai ..doctor valve replacement k operation ki bol rahe hai but ham operation nahi karana chahte hai ,,,,,koi upay bataye jaldi de jaldi sir reply kare ……unke liye kya theek rahega ya kya parhez rahega plsss sir bataye

………..reply………..ap ek ETG AyurvedaScan parikshan karakar Ayurved aur Homoeopathy ka milajula ilaj karayenge to thik rahega , valve ki likage kam jarur ho jayegi, agar aap yahaa kanpur nahi aa sakate to apane najdik ke kisi Ayurvedic Doctor se salah lekar cikitsa le usase bhi kaphi laabh hogaa, ayurvedic upachar se is tarah ki takalifo me aram mil jata hai

sir ham kanpur aa sakte hai bas aaap itna bata de ki is tarah k illaz se meri mother ki bimari khatam ho jayegi aur wo poori tarah se swasth ho jayengi ……….

sir heart problem me aayurvedik upchar se valve leakeage ki problem khatam ho sakti hai …sir plss koi acchcha se upchar bataye jisse meri mother jaldi se theek ho jaye unki age 50 yrs hai

mere pet me taklif hai jab me toilet jata hoo to pet puri tarah se clean nahi hota hai aur pure din mere gurde ke paas aesa lagta hai jese mujhe letring lagi ho aur mere soch bhi kabhi patli to kabhi thik hoti hai mujhe kuch upaye bataye ki me kya karu

Sir ji, i am suffer with jondish pls.tell me how i fight this

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out / Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out / Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out / Change )

Connecting to %s

ETG AyurvedaScan WORLDWIDE Visitors Count Begins from 17 August 2010

Every Second Count of Visitors

ayurvedaintro.wordpress.com
81/100

Google Page Rank ; Top 10 ; counting starts from 13 February 2011

Instant presence of visitors ; counting starts from 13 February 2011

WELCOME to all of you ; Kindly write your comments ; आपका स्वागत है : कृपया अपने विचार अवश्य लिखें

  • 446,741 hits

E-mail address for CONTACT

kpcarc@gmail.com

इन्हे भी पढ़िये और समझिये

स्वास्थ्य दैनिकी ; Swasthya Dainiki

जून 2012
सो मँ बु गु शु
« मई    
 123
45678910
11121314151617
18192021222324
252627282930  

Aapane Likha, bahut khusi huyi आपने लिखा, बहुत प्रसन्नता हुयी

Top Posts

Thanks Visitors

Follow

Get every new post delivered to your Inbox.

Join 72 other followers