
ई०टी०जी० आयुर्वेदास्कैन के आविष्कारक तथा आयुर्वेद के प्रैक्टीशनर वैद्याचार्य डी०बी० बाजपेयी ई०टी०जी० सिस्टम के साथ कार्य करते हुये
Prashna ; BAALON KI GIRANE YA TUTANE KI SAMSYAA KA SAMADHAN BATAIYE
UTTAR; Balon ki bimari ko yadi door karana chahate hai to hamare yaha ka bana huaa [1] Keshottam vanaushadhi tail [2[ Keshottam shampoo [3] Keshottam Vitaliser aur [4] Keshottam Lotion in char aushadhiyon ka kit manga kar upayog karein
Is Kit ka istemal karane se GIRATE HUYE BAAL do saptah yani pandrah din [15 days] me girana kam ho jate hai ya girana band ho jate hai,
Kuch logon ko halka bukhar aane, khun ki kami hone, manasik tanav rahane, khan pan me kisi prakar ki kami, hormonal problems, Liver ya kidney ki samasya ityadi se bhi baal girane ki samasyaa paida hoti hai, isaliye mukhy rog ki chikitsa ke saath yadi ukt char davao ka kit prayog karenge to girate balon ki samasya se chutakara mila jayega, aisa mera anubhav hai
Ukt char davaon ki kimat 240 rupaye hai aur packing / cartage/courier se bhejane ka kharcha alag se dena hoga jo 120 rupaye ke aaspaas hota hai, jinhe yah kit mangana ho ve 360 rupaye money order se bhenje ya hamare bank khate me jama karayein, agar nagad bhgatan karake lena chahate hai to hamari CLINIC me aakar “hand to hand “ usi samay aakar le sakate hai, yah kit hamare davakhane me har samay upalabdh rahata hai
==============================================
What is E.T.G. AyurvedaScan ? How much time it takes for examination? What are the charges? Is their need of any early appointment ?
REPLY; ETG AyurvedaScan is an Ayurvedic system of [1] Diagnosis of diseases and [2] status quantification of the AYURVEDIC FUNDAMENTALS of human beings. ETG AyurvedaScan is known as Electro Triodosha Graphy, which is done by ETG AyurvedaScan machine and with the help of Computer software. An over 100 One Hundred pages printed report gives the data of the normal and abnormal pathophysiology and pathology of the body Torso and Limbs organs along with fundamentals of Ayurveda medical system.
It takes 15 minutes to record the traces from the selected sites of the body and a report is available after 3-4 hours. In our clinic , we record the traces at time at the presence in our clinic and immediately transfer the data to computer. A printed over 100 pages report is obtained after editing and other processing with the softwares,
Presentaly, we charge Rs 2200/- per examination. We provides FREE ………..E.H.G. Electro Homoeopathy Scan and Ayurveda Theramal Scanning reports absolutely free for patient with managements and do and donts instructions in a separate file cover.
No formal appointment is necessary. Anybody can come to our clinic in Morning time from 06 AM to 09 AM daily including holidays for ETG examination for local visitors evening 06 PM to 09 PM daily. Visitors from outstation should contact according to their Railway train / Airoplane timing schedule for availability. For this visitors should contact on Phone /Mobile time to time during their journey and arrival at Kanpur Railway station / Kanpur Airport.
================================================
प्रश्न; कृपया बतायें कि “ई०टी०जी० आयुर्वेदास्कैन ” परिक्षण का कितना खर्चा आता है और कितना समय लगता है ? इसके लिये क्या क्या जरूरी होता है ?
उत्तर ; आपके प्रश्न का उत्तर निम्न है ;
१- परीक्षण का खर्चा रुपया 2200/- [रुपया दो हज़ार दो सौ केवल] होता है /
२- परीक्षण करने में १० से १५ मिनट का समय लगता है /
३- परीक्षण करने के तुरन्त बाद पता चल जाता है कि मरीज को कौन कौन सी मुख्य शारीरिक बीमारियां है / इससे तुरन्त और उसी समय इलाज शुरू किया जा सकता है /
४- परीक्षण की रिपोर्ट तीसरे दिन दी जाती है /
५- परीक्षण की रिपोर्ट यदि उसी दिन चाहेन्गे तो Extra Rs 400/- अलग से रुपया ४००/- चुकाने होन्गे और रिपोर्ट एक से तीन घन्टे के अन्दर मिल जायेगी /
६- परीक्षण के लिये किसी विशेष तैयारी की जरूरत पहले से नहीं होती, किसी भी समय आकर परीक्षण करा सकते हैं / हलका नाश्ता कर सकते है /
७- किसी भी दिन शाम ०६ बजे से रात ०९ बजे के बीच में आकर परीक्षण करा सकते है और इसके लिये किसी एपाइन्ट्मेन्ट की जरूरत नही होती / रिसर्च सेन्टर और डिस्पेन्सरी सभी दिन खुला रहता है, सप्ताह के सभी दिनों मे /
८- जो लोग OUT STATION या कानपुर शहर से बाहर के है , वे उसी दिन मोबाइल से या फोन से appointment का समय लेकर आ सकते है, उनको पहले से समय रिजर्व कराने की जरूरत नहीं है /
९- हमारे यहां आने से पहले यह जरूर पता कर लें कि Dr DBBajpai , उस दिन या उस समय available होन्गे या नहीं /
10- सप्ताह के दिन “शुक्रवार” को डा० देश बन्धु बाजपेयी की छुट्टी रहती है और क्लीनिक और रिसर्च सेन्टर में डा० डी०बी० बाजपेयी शुक्रवार को उपलब्ध नहीं होन्गे / यद्यपि ई०टी०जी० आयुर्वेदास्कैन परीक्शण हो जायेगा और रिपोर्ट भी मिल जायेगी / इसलिये शुक्रवार के दिन का विशेष ध्यान रखे /
=================================
सवाल ; कष्ट साध्य अथवा असाध्य बीमारिओ के इलाज के बारे मे जानकारी दें /
उत्तर ; बहुत से लोग प्रश्न करते है जिनका सम्बन्ध ऐसी बीमारिओं से होता है, जो कष्ट साध्य यानी बहुत कठिन रोग की श्रेणी में आती हैं या जिनका इलाज ही नहीं होता / ऐसी स्तिथि सभी चिकित्सा विग्यान के साथ है /
लेकिन आयुर्वेद की नवीन और आधुनिक निदान ग्यान और रोग-निदान की तकनीक ई०टी०जी० आयुर्वेदास्कैन ETG AyurvedaScan से अब यह पता चल जाता है कि शरीर के अन्दर कहां कहां और क्या क्या विकार हो चुके है /
इस तकनीक से प्राप्त डाटा का सहारा लेकर जब आयुर्वेद का इलाज कराते है तो अवश्य लाभ होता है, सही इलाज होता है और सटीक और अचूक औषधियों का चयन होता है /
जब ई०टी०जी० डाटा आधारित इलाज कराते है तो यह अवश्य फल देने वाला होता ह
========== ========== =====
सवाल; मिर्गी रोग EPILEPSY का आयुर्वेदिक इलाज के बारे में बताइये ?
उत्तर; अगर आप वास्तव में और सीरियस्ली मिर्गी रोग EPILEPSY के इलाज के लिये आयुर्वेद का सहारा लेना चाह्ते है तो नीचे बताया हुआ रास्ता आपके लिये आरोग्यकारी मार्ग दर्शन का काम करेगा /
१- पहले आप अपना एक ETG AyurvedaScan ई०टी०जी० आयुर्वेदास्कैन करा लें /
२- आयुर्वेदास्कैन परीक्षण आयुर्वेद का परीक्षण है और इसका Allopathy से कोई भी सम्बन्ध नहीं है /
३- ETG AyurvedaScan परीक्षण से सारे शरीर का स्कैन हो जाता है और सारे शरीर का स्वास्थय से सम्बन्धित डाटा प्राप्त होता है /
४- शरीर के तमाम अन्गों का डाटा मिलने के बाद जब असल बीमारियों का अध्ध्यन करते है , तब PIN POINTED diagnosis होकर दवाओं का सेलेक्सन करते है /
५- इस प्रकार से ETG AyurvedaScan आधारित किये जाने वाले इलाज से सही, सटीक, अचूक चिकित्सा व्यवस्था होने से अवश्य फायदा होता है /
ETG AyurvedaScan के बारे मे अधिक जानकारी इसी वेबब्लाग में समबन्धित posts को search करके देखे /
************************************************
Question; sir, mai kai sal se hasth maithun karta tha lekin 2,3 saal se mujhe bar bar hone laga hai agar swapn dosh ya hasth mathun kar leta hu to 10,15 minute par bar bar din bhar pesab hota hai doctar ne kai janch kar waya lekin sab janch normal nikalti hai,dawai khane ke baad aur paresaniya badh jati hai isliye 1saal se maine dawaiyan khana band kar di.please is ka koi samadhan bataiye.
Answer; Yah sab gandi aadate kyo aapane paal li hai Ab paal li hai to samadhan mujhase puchch rahe hai.
Yah sab aapaki dimagi soch ka parinaam hai, aapane agar shadi nahi ki hai to kar daliye aur jitani jaldi ho shadi ke bandhan me bandh jayein, kahi aisa na ho ki aap napunsak ho jayein jo aapake liye baad me aaphat ka saman ban jaye.
////////////////////////////////////////////////////////////////////////
Question; Lingvardhak yantra ke bare me batayein .
Answer; apane paas ke kisi medical store se ya surgical saman bechane walo ke yaha mil jata hai, isaka upayog ling ka size badhane aur napunsakata ko dur karane ke liye karate hai
Jo log LINGVARDHAK YANTRA magana chahe, ve 600/- rupaye ka bhugatan karake hamare yahan se COURIER dvara manga sakate hai. Is yantra ki kimat rupaye 600/- money order ya draft ya hamare bank account me jama karade, ham usi din LING VARDHAK aur NAPUNSAKTA NASAK yantra ko courier dvaraa apake bataye pate par bhej denge, jo log gav ya dehat ya kasbe me rahate hai aur vahan courier seva nahi hai , unhe ham SPEED POST PARCEL dvara yah yantra bhej denge











MERA PET BAR BAR KHARAB HO JATA HAI, SAFED AON KE SATH PAKHANA HONA SURU HO JATA HAI, SIR MAIN BAHUT DARD HOTA HAI, SAR FATNE LAGTAHAI, B.P LOW HOJATA HAI, MAIN IS SE BAHUT JAYADA PARESAN HUN, YEH BIMARI MERE KO PICHLE 10-12 SAL SE HAI, JAB-JAB ELOPATHIC GOLI/MEDICINE (GRAMOGYLE / FLYGYLE TABLET) KHA LETA HUN DO-CHAR DIN KE LIYE THIK HO JATA HAI FIR VASA HI HO JATA HAI.KRPAY KOI AYURVADIC ILAZ BATAI
………..reply by Dr DBBajpai………..Bhai Haider Ali ansari ji, haqiqat me aapako “Irritable & inflammatory condition of bowel” syndromes ki bimari hai. Is bImari mein Liver, pancreas aur Gall bladder tathaa bado aur chchoti aant ki ek saath inflammation ke saath saath sujan bhi ho jati hai. Chchoti aur badi dono aante done milakar lagabhag 32 se 40 feet ki lambai ki hiti hai, jab puri ki puri badi aur chchoti aante bigad jati hai tab yah stithi paida ho jati hai.
Yah bimari ayurvedic ilaj karane se puri tarah thik ho jati hai, isaka allopathy me koi ilaj nahi hai aur flagyl, metrogel khane se sivay nukasan ke koi phayada nahi.
Behatr hoga aap apane najadik ke kisi Haqim ya Ayurveda doctor se salah lekar dava le aur parahej jo bhi batayein unaka palan karein.
Mera ilaj karane ka tarika bilkul alaga hai, main bina ETG AyurvedaScan parikshan ke kisi ka ilaj nahi karata, kyonki pichchale 15 varson se main ETG adharit Data ke aasare ko lekar hi ilaj karata hu aur safalata prapt karata hu.
Phir bhi main aapako do davayein bataye de raha hu, jinaka sevan karane se aur lamabe samay tak khane se aapako aaram mil jayega.
KUTAJ GHAN VATI 1 ya 2 goli subah sham sade pani se le aur khane ke baad KUTAJARIST 20 ml barabar pani milakar le. isase apake aanv ki takalif kafi kam ho jayegi.
namshkar doctor sahab doctor me ghazal singar hu gana sikhata hu apse guzarish he ki mujhe 2 salon se kafi chakkar aate he jab bokhaar ya dil malish karta he to or zada aate he doctor sahab mujhe 1 saal pehle bohat tez bokaar ayaa thaa or moshan ho kay thee oltitaan hoi thee teeno chizen satth hone se mujhe jabse chakkar aane lage he kuch esaa bata sijiyga me apaka ehsaan zindagi bhar nahi bholoonga ap ki mehar bani hogi doctor saahab me jab apni gardan jhokata hu to chaakar ate he left ya right ghumata hto bhi aate he pleez kuch batayega.
sir mere pith per do sphed type ke dubbey ban gaye hai sir kya karan ho sakta hai ak asa lagta hai ki kuch month pahale se halka-halka nikla hai kya koi bimari to nahi ho raha hai kripya gharelu(home) upchar bataye ap ki ati kripa hogi.
@…………reply by Dr DBBajpai………….aapako safed daag ho rahe hai, satark rahe aur jaldi hi ilaj karayein, yah bahut teji se phailata hai, yah hamesha dhyan rakhe.
isi blog me kai post safed daag se sambandhit hai, vahi par jakar jyada janakari prapt kar le.
doctor sahab muje sardi-jukham adiktar rahti hai bar-bar chhik aati hai todi se bhi dhandi ho jukam ho jati aur bhut chhik ke sath nak bahti hai.kuch anubhavi log kahate hai ki tumhe isnophiliya hai jiska koi bhi complete upchar nahi hai. kya karu please kuch sujhaw de.control karne ka home upchar bhi batye.
@…………reply by Dr DBBajpai…………aap SINUSITIS aur EXPOSURE OF COLD ki bimari se pidit hai, isaka ilaj Homoeopathic ya Ayurvedic karayein, thik ho jayega
mai undergarment pattern master hu mere wife ko har 2 mahine pet me dard hota hai ultrasound karane par pet me infection hai aur jab tak pani nahi chdhwate tab tak thik nahi hoti mujhe upay bataie
………..reply by Ayurvedician………..aap apane prashana ka uttar FAQ mein KASTASADHYA AUR ASADHYA ROGON KE UPACHAR prashan ke uattar mein dekh le
Pait ke hernia ka operation karane ke bad meri aant fat gayi hai jisme se abhi 15 ml mal jaisa aa raha hai. isko paanch mah ho gaye hai shuru me yeh 600 ml prati din tha kya yeh band ho jayega ya nahi? ya operation karvana padega.
………..reply by Dr DBBajpai………..mere khayal se aapako dubaaraa usi surgeon ke paas jakar salah leni chahiye, jisane aapakaa hernia kaa operation kiya hai. abhi 5 mahine huye hai, kabhi kabhi yah ghaav bharane me adhik samay bhi lag jataa hai.
Phir bhi , achcha yahi hogaa ki aap usi surgeon ke pas jaye, jisane aapakaa operation kiya hai, apani talaif batayein, kyonki jitana adhik usako apaki bimari aur ki gayI surgery ke bare me pata hoga, vah dusara doctor, shayd hi samjh paye.
dear sir,
muje harniya hai kya es ka aurveduc elaj hota hai kya agar hota hai to muje adderss ke saath bataye
………..reply by Dr DBBajpai………..aap apane najadik ke kisi Ayurvedic doctor se samapark karein. Harnia kaa aayurved me ilaj hai, lekin takalif bhi dekhani padegi, bina dekhe nahi bataya ja sakata ki hernia davaon se thik hogi ya phir shalya chikitsa se thik hogi
sir, main kabj se paresan hun, subah natural tarike se stool nahi hota. Is paresani se sharir dubla aur kamjor ho gaya hai. Kripya kar ke meri is problem ka samadhan kare.
Thank U
………..reply by Dr DBBajpai………..aap apane bhojan mein salad ki matra badha de, kuch phal khaayein jisase aapaka kabj dur ho jayega, amarud, papita,gajar khane se kabj shighra dur hota hai.
sir my name is sonu kumar. my age 25 years. mere hath & pair ki unguliya bahut chhote chhote hai. my height 5ft se 2.2cm kam hai. my weight 45 kg hai. mai chhota sa filling karta hun. kirpya lamai badane ke liye ayurvedic upyog batae. thanks sonu kumar
…………reply by Dr DBBajpai………….aap kisi physiotherapist se miliye, vah aapaki madad karega
lambai badhane ke liye agar niyamit yoga excercises ya posture kare to aapaki lambai kuchch inch tak badha sakati hai, isake liye aap kisi Yoga shikshak se mile, uchit khan paan aur excersise se aapaki lamabi kuchch inch badha sakati hai
सर मेरी उम्र २६ साल है ,मुझे बचपन मैं हस्त्मेतुं की आदत थी | जो मैंने कई साल पहले छोड़ दी थी| मेरा सव्पन्दोश व् लिंग मैं कमजोरी का इलाज चल रहा है |परन्तु मेरी परेशानी है की मुझे मीठा बी नुक्सान देता है जबकि सुगर नहीं है. डॉक्टर नर्वस सिस्टम मैं खराबी और मसाने मैं गर्मी गर्मी बताते है ,मुझे क्या बीमारी हो सकती है ? और कोई आयुर्वेदिक इलाज बताये|
mera naam bhavna hai mere hight 5.3 fit hai wait 65 kg hai me pcos namak bimare se peedit hu doctor ne kaha hai ke me es bimari ke bajh se maa nahi ban sakti. mera wait v bad raha hai hamesa susti chai rahti hai. me ek working wooman hai krpya upaye baatye
………..reply by Dr DBBajpai………..agar aap vastav me apani bimari se preshan hai aur ayurved kaa ilaj karakar thik hona chahati hai , to aap sabase achcha hai ki pahale apana ek ETG AyurvedaScan prikshan karayein aur usake baad ayurved ka ilaj le, isase apaki bimari abhi thik hone ki bahut adhik sambhvanayein hai,
agar aap yah parikshan nahi karana chahati ya suvidha nahi hai to aap apane najadik ke kisi ayurvedic chikitsak se ilaj karaye aur lambe samay tak ilaj karayeingi to thik hone ki sambhavana bahut hoti hai,
Yadi aapane Allopathic doctor dvara D & C yaa anya kisi prakar ka chchota , minor or major, operation karaya hai to aapaki bimari ko thik hone ki sambhavana bahut kam hogi, yadi kisi prakar kaa operation yaa D & C nahi karaya hai to bimari thik hone ki sambhavana bahut hoti hai,
Sir, meri wife ke pittey ki thaily main pathari hai, kya woh bagair opretion ke thik ho sakti hai. Abhi pathari kafi chhoti hai please reply me early
Thank you, Sir
………..reply by Dr DBBajpai………. agar pitta ki thaily ki pathari 4 millimeter se lekar 6 millimeter tak ki hai to bina operation ke nikal sakati hai, aap apane najadik ke kisi Achche ayurevdic yaa homoeopathic chikitsak se salah lekar davayein shuru kar de
Isase bhi achchaa tarik ek aur hai, vah yah ki agar ETG AyurvedaScan ya EHG HomoeopathicScan ka parikshan kara karake dava shuru karenge to nishchit hi bahut phayada hoga, lekin is parikshan ke liye aapako kanpur ana hoga
sir,
meri umar 17 sal ki he ur meri height bahut kam he meri sath padhne wale baccho ke sath me jab bethta hu to bahut bura lagta he plz give me answer fastly sir thankyou
dava ka nam bataye
sir kya koi ayurvedic upay h jisse baxhhe sunder paida ho
agar ho to sir jarur batana
………..reply by Dr DBBajpai………..najadik ke kisi ayurvedic doctor se baat karein
Plz koi gharelu ya aayurvedik upchar bataiye.
Thanks
………..reply by Ayurvedician………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI
STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe
Apaki bimari ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko rog mukti mil sakati hai
sir, mera
………..reply by Ayurvedician………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI
STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe
Apaki bimari ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko rog mukti mil sakati hai
namaste sir,mujhe 2-3 saal typhoid raha or ab typhoid to thik hai par mujhe bhukh bilkul nhi lagti or mera kaleja bhari-2 sa rehta hai or thodi der khade hone se mujhe chakkar aa jate hain or ulti bhi aane wali rehti hai par lagti nhi plz sir mujhe iski koi medicine bta do
………..………..reply by Vaidyaacharyaa………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI
STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe
Apaki bimari ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko rog mukti mil sakati hai
Sir mera name m. Hanif hai mujhe 5-6 mahine se typhiod rog se pareshan hu mujhe is rog se mukti pane ke liye ayurvedic upuchar dewe
………..reply by Vaidyaacharyaa………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI
STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe
Apaki bimari ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko rog mukti mil sakati hai
Sir mera name m. Hanif me 5-6 mahine setyphiod rog se pareshan hu mujhe is rog se mukti pane ke liye koi ayurvedic upchar dewe
………..reply by Vaidyaacharyaa………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI
STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe
Apaki bimari ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko rog mukti mil sakati hai
DR SAHAB MERA NAME MO HANIF PANWAR UMAR 18 SAL VILLAG DADUBASNI RAJ. KA RAHNE WALA HUN MUJHE TYPHIOD KI BIMARI NE 5-6 MAHINO SE GHER RAKKHA HE ISKE CHALTE ME KUCH NAHI KAR SAKTA PLZ MUJHE IS BIMARI SE MUKTI PANE KE LIYE KOI ACCHA SA AYURVEDIC UPCHAR DEWE ME AAPKA BHOT BHOT AABHARI RAHUNGA
………..reply by Vaidyaacharyaa………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI
STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe
Apaki bimari ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko rog mukti mil sakati hai
neuro disis ka upchar muje bataeye
Sir myself rakesh, meri wife ko mahina aane ke baad do teen din bad fir se blooding suru ho jati hai. aur isse vah bahut kamjor bhi ho gayi hai kripya upay batayen.
………..reply by Vaidyaacharyaa………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI
STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe
Apaki bimari ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko rog mukti mil sakati hai
This is the correct approach of the treatment of your ailments. YAH AAPAKI BIMAARI KA JAD MUL SE THIK HONE KA SAHI AUR SATIK AUR ACHUK ILAJ KA RASTA HAI
Ilaj ke liye apako KANPUR shahar aanaa hogaa , kyonki yahi par is parikshan ki suvidha upalabdh hai
kidany me sujan kyo hoti hai ?
<
AMAN DEEP
Mujhe exima ki shikayat he please achchha sa Ilaj Bataye
main ne aage bhi aap ko btaya tha per aap ne jwab nahi diya main gujrat surat main rehata hu mer meri 35 hay main jaldi discharge ho ja ta ho koi upay batye pl.
dear sir mera naam sanjay suthar hai, me 23 year ka hu mera ???????????hai meri shadi ho gai hai. !!!!!!!!!!!ka ilaj batane ki karipa karave. namaste
hello sir,
i have problem of “dhat ” please iske liye koi yog bataiye
sir good morning
me bachpan me ………… kiya tha or aaj meri age 31yers hai meri sadi ko 5 sal ho gaye hai.
jab garwali ke pas jata hu to ============= ati hai ya so kar udne par ati hai to kiya me sahi hu ya kuch kamjori ai hai ye umar ki karan hai is ka samadan bataye
hi
R/sir
my name is rajender. sir mere father ki gale me shikayat ki wjh se humne 6 mahine phle biopsy karwayi thi to doc ne gale me yaani food pipe ka cancer POORELY DIFFERENCIATED SQUAMOUS CARCINOMA declaire kiya . inka ilaaj chal raha h.jisme chemotherapy ki 3 cycle or radiation therapy huyi h.abhi december me radiation complete hone ke bad doctors ne dobara PET CT ke liye bulaya the 15 march ko.to main doctor leave pe the.sir papa ji ko dobara gale me mtlb 6aati me dobara rukaavat h. to pls mujhe treatment suggest karein pls i thankful to you for this kind act
………..reply by Dr DBBajpai………..aap jo bhi ilaj kara rahe hai usako chalane de, aap ETG AyurvedaSCan parikshan karakar Ayurved ka saath me aur ilaj ki vyvasthaa karaade to achcha hogaa
i m anil from hisar,haryana.i hv been suffering from i.b.s. since 7yrs. n want resolution of it.like many others i hv also tried alopathy n other but all in vain.sir pls suggest me something n send me ur rply on my e-mail address if u cn pls.i m eagerly waiting 4 ur response.
……….reply…………first you gofor an ETG AyurvedaScan examination and after that take Ayurvedic treatment that will cure /relieve your ibs problem.
hello ji sir
mera name arnav hai me alwar ka rehne wala hu umar 24 saal meri shadi hone wali hai mera xxxx chota hai kya wo xxx ho sakta hai
………..reply……….consult kariye
helo sir my name is ajay me lucknow ka rahne wala hu umar 29 saal meri shadi hone ko hai. mera xxxx chota hai kya wo xxx ho sakta hai
sir meri goliya latak gai hai lagta hai ki usme pani utar gaya hai bahut dard bhi hota hai plzzzzzzz koi upaye bataye
hiii dr sir meri goliya latak gai hai or dard bhi hota hai shayad usme pani utar gaya hai plzzzzz koi upaye bataye
hiiiii dr sir meri goliya latak si gai hai usme dard bhi hota hai shayad usme pani utar gaya hai plzzz sir koi upaye bateye
sir mera …………………………………………a hoon .kya koi upay hai
sir bahut dino se pareshan hu meri umar 35 saal hai mein pet ki jaln or peet ke phiche baye haath mein jaln hoti hai krpaya es bimari ka elaj bataye.
…………reply………..ETG AyurvedaScan parikshan karakar ilaj karayen, avashy labh hogaa
sr. Mai 26y. Ka hu meri lambai 5.3 inc hai kayi upaye btao pz..,
Sir me bahot paresan hu.meri age 31 saal hai muze lagta hai ki muzame napunsakta hai me har roz hast xxxxxxxx karta hu me jab 20 saal ka tha tab ek ladki se sharirik sambandh the 2 saal tak chala fir ek din raat ko aisa huwa ki mera xxxx khada nahi huwa fir mene us se kabhi sex nahi kiya .fir 10 saal bad aaj aisa huwa ki me ne ek purush ke sath sex kiya or paheli bar xxxx ekdum thik tha karib 5 to 6 minut huva ho ga fir dusre din jab mene kiya to xxxx bilkul khada nahi huwa or meri shadi hone wali hai 3 mahine bad kya me thik nahi ho sakta.agar ho sakta hu to upay bataiga plz.
………..reply……….ap kanpur akar apane ilaj ke liye miliye tabh kuch apake liye ilaj ki vyavastha ho sakati hai
SIR
EK SAL PAHLE MERE TANGUE ME CHHALA HUA THA ,MAI KAI JAGAH ISKA ILAJ KARAYA, PAR YAH PURI TARAH THIK HONE KA NAM NAHI LE RAHA HAI, HAR DOCTOR YAHI KAHTE HAI KI ISME KUCHH BHI NAHI HAI LEKIN MUJHE IS SE KAPHI PARESHANI HOTI HAI ,MERE GALE ME BHI KABHI – KABHI TAKLIF HOTI HAI , KRIPYA MUJHE ISKA KOI SAMADHAN BATAYEN.MUJHE BAHUT DAR LAGTA HAI AUR KAPHI GHABRAHAT HOTI HAI.
………..reply………..ap ETG AyurvedaScan parikshan karakar ayurveda ka ilaj karayein to apaki sabhi takalife dur ho jayengi
sir mera naam sorabh he age26 mere bal gir rahe he aur chare se ho gaye he aur semen test karaya tha usme infection paya gaya he kya balo ka matlab sex problam se he to sir iske bare me bataye plz
………..reply ………..ap apana ETG AyurvedaScan parikshan karakar ilaj karayein , apako avashy aaraam milegaa
Hats Off to you Sir, Doing great work…… Harry
Sir, meri age 32 hai.. mujhe kuchh maah pehle chakkar aa gaye the wa BP high ho gaya tha.. usse main kaafi ghabra gaya tha.. mera cholesterol bhi us waqt badha tha jo ab thik hai sirf triglysride 233 hai.. uske baad mujhe karib ek maah tak aanw bani rahi jisse wajan bhi kam ho gaya.. man me badi beemari aur anhoni ka bhay hamesha bana rahta hai.. abhi main divya mukta vati leta hu to BP normal rehta hai.. par weakness hai aur kabhi kabhi sharir me kampan sa lagta hai.. pet bhari bhari bana rehta hai acidity mujhe kafi samay se hai.. kisi kaam me utsaah nahi shayad sexually bhi main weak ho gaya hu.. mujhe kya karna chahiye.. kya ETG dwara heart ki ya pet ki ya cancer jaisi koi gambhir beemari panap rahi ho to uska bhi pata chal jata hai.. tatha mujhe scan ka poora kharch batane ki kripa karein kyonki 3-4 mahine se kuchh kaam me man na lagne ki wajah se meri aarthik sthiti bhi kamzor ho gai hai..
Dhanyawad
………..reply………..ETG AyurvedaScan adharit ilaj karayenge to ap sabhI bimariyoM se mukti pa jayenge, yah AYURVEDA ki aisi takanik hai jisase sare sharir ka parikshan hokar sharIr mem vyapt sabhi bimariyon ka nidan hi jata hai aur phir unaka satik, achuk, aur sahi bina galati kiye ilaj bhi ho jata hai
………..reply………..apane najadik ke kisi ayurvedic ya homoeopathic doctor ko dikhakar ilaj karaye, mere pas apakaa koi ilaj nahi hai
Thank u sir shayta karne ke liye;-(;-(;-(;-(;-(
dear sir mera name samrat hai mai bahut paresan hun sir mera dhatu bahut girta hai ab to mera xxxx xxxxx nahi ho raha hai jab sex karta hun to xxxxxxxx nahi hota beej girne lagta hai samadhan bataye plz……. dear sir…..
…………reply ………..ap apane najadik ke kisi ayurvedic ya homoeopathci docotr se salah lekar ilaj kare
Sir ji ap hi ke wabsite pe se kai ayurwaidik chur na upyog bataya gaya he……..dhatu ke rog ke liye bhi kya ap ke waha ap ke wabsite pe batayegayi aurwaidk chur ya dawa mil sakti he? ,mene apne area ke aurwaidk doctros se tapas ki par unke paas nahi he, krupya sir ji ap ke waha jo ye dawai uplabhdh ho to pls help kre, Thank you. Sir ji
””””””’reply”””””’ap formule ki batayi huyi davaye herbs aadi apane najdik ke kisi pansari se kharid le, use kut pis kar chaan kar upayog kare, ayurvedic store wale yah dava banaakar rakahte hai athava kisi najdik ke vaidy se banava le yah davaa kimati hoti hai isaliye ise kisi vaidy ase banava le to jyada thik hoga
Thank You So Much Sir Ji:-):-):-)
Sir, ye jo ETG Ayueveda scan hai kya isko karwane or proper medicine lene se mirgi ka rogi puri tarah se thik ho sakta hai..
………..reply………..yes, ETG AyurvedaScan adharit ilaj karane se avashy mirgi thik hoti hai
Sir meri beti 7 saal ki hai aur oose nephrotic syndrome hai (protein ki leakage) jisse eyes ke neeche aur pet me paron me swelling aa jati hai sir iska koi permanent treatment hai jis se ye doobara na ho. Main Delhi main rehta hoon. cell no. 09999029778
do.shabe me apka pekej mangake ilage karvana chata hau
………..reply………..hamare yaha pachage ki koi vyavastha nahi hai
sir mera naam aakash hai , mai 26 saal ka hun mai bachapan se lagataar muthh maar raha hun, maine bahut try kiya par meri aadat chhut nahi rha hai, aaur mujhe lagta hai mere xxxx ki lambai bahut kam haixxxxx meri shaadi hone vaali hai kripya koi uppay batayen.
chere p glow lane k liye kya kre sir anshl
Sir,
Mera 4 saal ka ek beta hai, jo kabhi kabhi kaanp kar achanak se gir jaata hai, maine uska ilaaj Ranchi, Jharkhand me karaya tha, uska CT Scan v hua tha, jiske baad use Sodium valporine ki dawa teen mahine tak pilane k liye di gayi thi, lekin course khatam hone k baad v koi fayada nahi hua, aaj to jhatke ka sath wo 8-10 baar gir chuka hai……………kuch ilaaz batayein………..main iske liye bahut pareshan hun…….
………..reply………..ap apane bete ka ilaj apane najdik ke kisi ayurvedic ya homoeopathic doctor se salah lekar karaye
sabase achcha yahi hai ki apa apane bete ka ek ETG AyurvedaScan kara le aur usake baad ayurvedic ya homoeopathic ilaj karayenge to avashy bimari dur hogi
Sir jab mai toilet kar ta hun to mere ling me bhut or chuban hoti hai. . .iska kya kararn hai. . .plz tell me
meri umar abhi 39 saal hai,mujhe bachpan se hi hastmaithun ki aadat thi,abhi mere ling mein
bahut sari nasein ubhar aayi hai,mere 3 bachey hai,mera vaivahik jeevan nast ho gaya hai,mai patni ko khush nahi kar pata hun ,jiske karan main tanav mein rahta hun,meri samasya yeh hai ki mai yoni mein ling dalkar gharsn nahi kar pata hun uske pahle hi mera virya nikal jata hai,koi samadhan batayien
………….reply………….kanpur akar apana ek ETG AyurvedaScan karale aur usake bad il;aj karaye to apaka rog thik ho jayega
Sir mera naam narayan hai meri samsaya hai ki mera virya kabhi kabhi apne aap nikalta hai me saadhi sudha hu 2,3 saal se sex bandh hai kui ki meri wife ko breast cancer isliye koi upchaar bataye
………..reply………..apa apana aur apani patni dono ka ilaj ETG AyurvedaScan parikshan base par karayenge to avashy aram milega , BREAST CANCER ka ilaj ayurveda me hai aur isase pahale aur dusare darje ke cancer me aram mil jati hai
dear sir
Mujhe har time bhuot dar lagta hai . Aur main kise se v baat karne main ghabrata hun .aur baat nahi kar pata hun. Pata nahi bolne mai dehre2 sound kam ho jata hai. Main khud ko like nahi karta hun. Aur mera bp par day 110 to 158 tak rhata hai. One yr se dawa v le raha hun. Age 23.
Mujhe lagta hai iska i,laj duniya m kahe v nahe h
………..reply………..ap pagalapan ke rog ka shikar ho chuke hai , kisi dimag ke doctor ko dikhakar ilaj kariye
sir mera peth gad bad karta hai jab bhi mein khana kahta ho to toilet mein jana padta hai upay batay
………..reply………..acute pancreatitis ki bimari shayad hai isaliye kahi pancreas phat na jaye turant apane najdik ke kisi doctor ko dikahle
i
sir jee main ek bhajan singer hu aur muze gale me kabhi kabhi dard hota hai aur chubhan bhi rehte hai muze jyadatar bahar hi travel karna padta hai to muze koi aisa nuskha batane ke kripa kare pawan sharma (from shri dham vrindavan) 999987xxxx
……….reply………..ap abhi ayurved ki dava CHITRAK HARITAKI AVALEH ka sevan garam pani ke saath rojanaa ek chammach kare, isase apake gale ki dikkat dur ho jayegi
ap brindavan se hai , mujhe janavari faravri ya march ke mah me brindavan bihari lal ji ke darshan ke liye ana hai ap apana pata aur mobile no mere email par agar bhej denge to mai brindavan me akar apase samapark kar lunga, dhanyavad
hastmuthain karne se kamar me dard ho sakta hai
aadate kaisi hoti hain?
Sir, meri age 24 hai aur jab mai 16 sal ka tha tab se galat sangat me pad kar 3 sal tak hastmathun kiya aur tabhi se swapndosh hone laga 1 week me 2-3 bar hota hai..
aur jab xxx karne jata hu tu andar jate hi jhad jata hu.shighrapatan hai….
latring karne par virya niklta hai
aur jab phone se bat karta hu to bahut jyada dhat gira hai aur har samay lagta hai ki dgat gir raha hai…
aur ling tutant khada ho jata hai bar bar
maine kai vaidyaji se ilajj kraya par koi labh nai hua
please sir apke pass agar koi parmanent treatement hai to please sir reply dijiye
mai treatment chalu karu
sir maine ek homyopath dr. se bhi ilaj kraya par thik nai ho raha hu aur kamar bahut dard karta hai baithta hu to….
…………reply…………ETG AyurvedaScan parikshan karakr apana ilaj karayenge to avashy phayada hoga aur apaka rog dur hoga
SIR MUJHE 15 SAAL SE PSORIASIS HAI , KRIPYA ELAAJ BATAYEN
………..reply………..kanpur akar apana ek ETG Ayurvedascan parikshan karale aur usake baad ayurveda ayush ka ilaj kare to PSIRIASIS avashya thik hogaa
sir
meri sadhi ko 6 mahine hou gaye hai,pregnency ki liye kafi try kiya par meri wife ke yoni mai sujan hou jati hai
………..reply………..apane najdik ke kisi ayurvedic ayush chikitsak ko dikhakar ilaj karaye
sir mujhe height badhane ka upay batayen.
Sir, Namakar, mera bhai 36 yrs ka hai, usko 15 saal se mansik rog ho gaya hai. aapke paas koi dawa hai perfect theek karne ki aur samay bhi batayen. Thanks
………..reply………..ETG AyurvedaScan parikshan karakr ilaj karaiye , manasik rog me labh hoga
Hello Sir,
meri age 24 sal hai,me unmarried hu,me tab se hastmethun krta tha jb mera virya bhi nhi nikalta tha,ab se 3 mahine pehle tk me thik tha,3 mahine pehle mene sex ko jyada enjoy krne ki liye vigra 100mg liya tha uske bad se mera ling tight nhi ho pata hai….or bina tight huye hi virya nikal jata hai…mene ek doctor ko dikhaya to usne bataya ki meri nase kamjor ho gyi hai……me bhut paresan hu….ye kya problem hi sakti hai please mujhe koi solution de….
thanks in advance.
Mera neeche wala oth latak gaya hai kya kare solution
ye problem dus dino se hai pehle nahi tha
namste sir mera naam pitamber hai,mujhe kabhi kabhi latring ke saath blood aata hai b,aisa daily to nahi hota per 2-3 month mai ek baar jarro hota hai ,
sir kripya batiye ki ye koi gambhi bimari to nahi hai hai pls meri help kare sir mai aap ke replay ka wait karunga…plspls pls sir
………..reply………..ap apane najdik ke kisi ayurvedic ya ayush physician se milakar salah le , future me gambhir bimai ban sakati hai
Dr. Sahab meri umar 31 hai or meri problem meri left kidney hai jo ki kharabho gayi hai abhi to mujhe koi dard nahi hai par aage koi paresai to nahi hogi ya iska koi aayurbed me ilaj hai to bataye.maine ultrasound karwaya tha to kidney ki size 2.4 rah gzyi hai
sir mushe 5 saal se nightfall ho raha please koi medicine batayen..
doctor sahab mushe 5 saal se nightfall ho raha hai,aur mera penis bhi teda ho gaya hai kripya koi medicine batayen.
mera name anila hai teen char sall se mere face per pigmentation hoi gai hai meri pati bar bar mujhe tokate rahate hai. pls kohi upchar battao.
sir mene bahut saal tak hasth methun kiya mrei sadi bhi ho rakhi hai lekin jab me najdik jata hu to mera xxxx khada hokar niche gir jata sir please koi ilaaz bataye
apke sath ye problem kab se ho rhi hai…..
Sir Namaskar, Mera Naam Bhavna hai main 30 saal ki hun mere face pe black patch hai dr. ko dikhaya unhone kaha melasma hai… jab tak meds lagai thik raha ab fir wo dark ho gaye hai, kya ayurveda mein iski koi remedy hai.. mujhe bahut bura lagta hai marks dekhkar… plz help me out sir
…………reply………..apane najdik ke kisi ayurveda ya yush doctor se salah lekar ilaj kariye, allopathy ke ilaj se yah bimari kabhi nahi thik hogi
Dear ser,meri age 18 hai aor pichle 1 saal se mujhe hand sex yaani (muthh) maarne ki aadat pad gai thi ab thoda control hua hai pur abhi mera penish kamjor aor teda hai size bhi kum haig. ser please give me advice .
Sir Mujhe Bachpan se hi Hastmathun ki adat lag gai hai. Jab mai lagbhag 13-14 saal ka tha tabhi se, suru me jab hastmathun karta tha tab pure sarir me karant jaise lagti thi, uske bad vo karent kamar tak rah gai, ab vo karent kamar me bhi nahi hai. mera age 30 sal ho gaya hai, lakh kosis ke bad bhi nahi chhut raha hai. waise iske alawa mujhe koi galat sauk nahi hai. sir mere and koso me ab dard hone laga hai. ab meri saadi bhi hone wali hai aur mera ling ab thik se khara nahi hota hai. please meri sahayata kijiye. sir mujh garib admi ki jivan khatre se bahar kijiye. Apka Ravi Shankar. Mo no-09461492974
Mere ling ka size kafi chhota hai
batla hai mutt marn ke adt para gay
hello sir boby se permanently hair remove ke liye kuch solution bataiye..
aur boby per like that pit, hand,face per pimples ke dag ho to use remove kase karna,, n fair hone ke liye.. plz sir kuch solution batayeji…. sir ye meri frnd ki id hai…
Dear Sir mery wife ka abhi pregnancy time chal rha hai aur pichle 1 month se uske pair ke ghutne ke niche thore se space me suna pan ho gya kya yah pregnancy se huwa hai ya kuch aur wajah se please mujhe jabab dejiyega mai aapke jabab ka intazar karunga…..
sir main dhanbad ( jahrkhand ) ka rahne wala hoon. meri problem yah hain ki mere ko jab thand ke mausam me thand hawa lagti hain to aakhe bhari ho jaati hain . sareer me bukhaar aa jataa hain aur sir me chakkar aane lagta hain . kay ye low blood pressure ke kaaran ho raha hain .
………..reply……….. najadik ke kisi doctor se check up karale
kya last stage ka stomach cancer thik ho sakta hai
sir my name is Raj kumar .and 32 years old .mai Sonebharaka rahne wala hoo. mera 2011 me acxident ho gaya tha .jisase mere sir me gambhir chot lag gaya.tha aur ek kaan se khun aa raha tha.acxident ke baad mai varanasi me bharti tha.vaha se dicharge ho jaane ke baad hame 1 mahine tak ek kaan se achchha sunai de raha tha.lekin ek mahine ke baad aawaj ek me ek milne laga.log kya kah rahe hai mai samajh nahi pata tha.lekin dhire dhire bahut hi kam sunai dene laga.aaj ek kaan to band hai lekin ek kaan se kuch sunai deta hai.
maine kai jagah elaaj kawaya lekin koi fayada nahi huaa.kuch din pahle kavaya to pta chala ki kaan ki nas kharb ho chuki aur o kabhi bhi thik nahi ho payega.
please sir help me kya mera kaan thik ho sakta hai.maine homeo aur elopaithik aur aryovedik tino hi dwa kha kar dekh chuka hu.lekin koi fayada nahi huaa .
please sir help me .kya mai thi ho jaunga.
sir my name is Raj kumar .and 32 years old .mai Sonebhara
\
ka rahne wala hoo. mera 2011 me acxident ho gaya tha .jisase mere sir me gambhir chot lag gaya.tha aur ek kaan se khun aa raha tha.acxident ke baad mai varanasi me bharti tha.vaha se dicharge ho jaane ke baad hame 1 mahine tak ek kaan se achchha sunai de raha tha.lekin ek mahine ke baad aawaj ek me ek milne laga.log kya kah rahe hai mai samajh nahi pata tha.lekin dhire dhire bahut hi kam sunai dene laga.aaj ek kaan to band hai lekin ek kaan se kuch sunai deta hai.
maine kai jagah elaaj kawaya lekin koi fayada nahi huaa.kuch din pahle
kavaya to pta chala ki kaan ki nas kharb ho chuki aur o kabhi bhi thik nahi ho payega.
please sir help me kya mera kaan thik ho sakta hai.maine homeo aur elopaithik aur aryovedik tino hi dwa kha kar dekh chuka hu.lekin koi fayada nahi huaa .
please sir help me .kya mai thi ho jaunga.
………..reply………..ETG Ayurvedascan tathaa EHG Homoeopathy scan tathaa Ayurveda thermal maping ke alaba dusari vidhiyom se prapt ankdo ke adhar par ilaj akarayenge to avashya labh hoga aisa mai samajhata hu ap nirash mat ho koshish kariye aur ummid kariyte ki apki takalif me kuch na kuch phayada jarur hoga
Sir mera nam chadrashekhar hai,mai 18 sal ka hu aur mai chhattisgarh se hu, mai student hu
meri problm ye hai ki mai kisi bhi chiz ko jyada der tak yad nhi rakh pta ,,subah yad kiya to sham tak bhul jata hu ,,plz mind tez krne ke liye koi upaye btaye…
sir meri umra 28 year hai 7-8 salo se sunai kam deta hai koi upay bataiye ya koi ilaj bataiye