आयुर्वेद: आयुर्विग्यान:आयुर्वेदास्कैन:ई०टी०जी०:आयुषमन::AYUSH Therapies

FAQ ; Frequently Asked Questions ; बार बार और हर बार पूछे जाने वाले सवालों के उत्तर

ई०टी०जी० आयुर्वेदास्कैन के आविष्कारक तथा आयुर्वेद के प्रैक्टीशनर वैद्याचार्य डी०बी० बाजपेयी ई०टी०जी० सिस्टम के साथ कार्य करते हुये

ई०टी०जी० आयुर्वेदास्कैन के आविष्कारक तथा आयुर्वेद के प्रैक्टीशनर वैद्याचार्य डी०बी० बाजपेयी ई०टी०जी० सिस्टम के साथ कार्य करते हुये

Prashna ; BAALON KI GIRANE YA TUTANE KI SAMSYAA KA SAMADHAN BATAIYE

UTTAR; Balon ki bimari ko yadi door karana chahate hai to hamare yaha ka bana huaa [1] Keshottam vanaushadhi tail [2[ Keshottam shampoo [3] Keshottam Vitaliser aur [4] Keshottam Lotion in char aushadhiyon ka kit manga kar upayog karein

Is Kit ka istemal karane se GIRATE HUYE BAAL do saptah yani pandrah din [15 days] me girana kam ho jate hai ya girana band ho jate hai,

Kuch logon ko halka bukhar aane, khun ki kami hone, manasik tanav rahane, khan pan me kisi prakar ki kami, hormonal problems, Liver ya kidney ki samasya ityadi se bhi baal girane ki samasyaa paida hoti hai, isaliye  mukhy rog ki chikitsa ke saath yadi ukt char davao ka kit prayog karenge to girate balon ki samasya se chutakara mila jayega, aisa mera anubhav hai

Ukt char davaon ki kimat 240 rupaye hai aur packing / cartage/courier se bhejane ka kharcha alag se dena hoga jo 120 rupaye ke aaspaas hota hai, jinhe yah kit mangana ho ve 360 rupaye money order se bhenje ya hamare bank khate me jama karayein, agar nagad bhgatan karake lena chahate hai to hamari CLINIC me aakar “hand to hand “ usi samay aakar le sakate hai, yah kit hamare davakhane me har samay upalabdh rahata  hai   

==============================================

What is E.T.G. AyurvedaScan ? How much time it takes for examination? What are the charges?  Is their need of any early appointment ?  

REPLY; ETG is an Ayurvedic system of Diagnosis of diseases and status quantification of the AYURVEDIC FUNDAMENTALS of human beings. ETG is known as Electro Triodosha Graphy, which is done by ETG machine and with the help of Computer software. A ten page printed report gives the data of the normal and abnormal pathophysiology and pathology of the body organs along with fundamentals of Ayurveda medical system.

 It takes 15 minutes to record tha traces from the selected sites of the body and a report is available after 3-4 hours. In our clinic , we record the traces in morning session and call back patient to come  day after tomorrow, that means on third day evening. An extra charge of Rs 400/- is taken for the same day report’s availability. Our charges for ETG AyurvedaScan is Rs 1200/- per examination. So , if anyone desire for the same day report, he will have to pay Rs 1600/-.

 No formal appointment is necessary. Anybody can come to our clinic in evening time from06 PMto09 PMdaily including holidays for ETG examination for local visitors. Visitors from outstation should contact according to their Railway train / Airoplane timing schedule for availability. For this visitors should contact on Phone /Mobile time to time during their journey and arrival at Kanpur Railway station / Kanpur Airport.

 ================================================

प्रश्न; कृपया बतायें कि “ई०टी०जी० आयुर्वेदास्कैन ” परिक्षण का कितना खर्चा आता है और कितना समय लगता है ? इसके लिये क्या क्या जरूरी होता है ?

उत्तर ; आपके प्रश्न का उत्तर निम्न है ;

१- परीक्षण का खर्चा रुपया १२०० [रुपया बारह सौ केवल] होता है /
२- परीक्षण करने में १० से १५ मिनट का समय लगता है /
३- परीक्षण करने के तुरन्त बाद पता चल जाता है कि मरीज को कौन कौन सी मुख्य शारीरिक बीमारियां है / इससे तुरन्त और उसी समय इलाज शुरू किया जा सकता है /
४- परीक्षण की रिपोर्ट तीसरे दिन दी जाती है /
५- परीक्षण की रिपोर्ट यदि उसी दिन चाहेन्गे तो Extra Rs 400/-  अलग से रुपया ४००/- चुकाने होन्गे और रिपोर्ट एक से तीन घन्टे के अन्दर मिल जायेगी /
६- परीक्षण के लिये किसी विशेष तैयारी की जरूरत पहले से नहीं होती, किसी भी समय आकर परीक्षण करा सकते हैं / हलका नाश्ता कर सकते है /
७- किसी भी दिन शाम ०६ बजे से रात ०९ बजे के बीच में आकर परीक्षण करा सकते है और इसके लिये किसी एपाइन्ट्मेन्ट की जरूरत नही होती / रिसर्च सेन्टर और डिस्पेन्सरी सभी दिन खुला रहता है, सप्ताह के सभी दिनों मे / 
८- जो लोग OUT STATION  या कानपुर शहर से बाहर के है , वे उसी दिन मोबाइल से या फोन से appointment  का समय लेकर आ सकते है, उनको पहले से समय रिजर्व कराने की जरूरत नहीं है /
९- हमारे यहां आने से पहले यह जरूर पता कर लें कि Dr DBBajpai ,  उस दिन या उस समय available   होन्गे या नहीं /

================================= 

सवाल ; कष्ट साध्य अथवा असाध्य बीमारिओ के इलाज के बारे मे जानकारी दें /

उत्तर ; बहुत से लोग प्रश्न करते है जिनका सम्बन्ध ऐसी बीमारिओं से होता है, जो कष्ट साध्य यानी बहुत कठिन रोग की श्रेणी में आती हैं या जिनका इलाज ही नहीं होता / ऐसी स्तिथि सभी चिकित्सा विग्यान के साथ है /

लेकिन आयुर्वेद की नवीन और आधुनिक निदान ग्यान और रोग-निदान की तकनीक ई०टी०जी० आयुर्वेदास्कैन ETG AyurvedaScan से अब यह पता चल जाता है कि शरीर के अन्दर कहां कहां और क्या क्या विकार हो चुके है /

इस तकनीक से प्राप्त डाटा का सहारा लेकर जब आयुर्वेद का इलाज कराते है तो अवश्य लाभ होता है, सही इलाज होता है और सटीक और अचूक औषधियों का चयन होता है /

जब ई०टी०जी० डाटा आधारित इलाज कराते है तो यह अवश्य फल देने वाला होता ह

==========          ==========          =====

सवाल; मिर्गी रोग EPILEPSY का आयुर्वेदिक इलाज के बारे में बताइये ?

उत्तर; अगर आप वास्तव में और सीरियस्ली मिर्गी रोग EPILEPSY के इलाज के लिये आयुर्वेद का सहारा लेना चाह्ते है तो नीचे बताया हुआ रास्ता आपके लिये आरोग्यकारी मार्ग दर्शन का काम करेगा /

१- पहले आप अपना एक ETG AyurvedaScan ई०टी०जी० आयुर्वेदास्कैन करा लें /

२- आयुर्वेदास्कैन परीक्षण आयुर्वेद का परीक्षण है और इसका Allopathy  से कोई भी सम्बन्ध नहीं है /

३- ETG AyurvedaScan परीक्षण से सारे शरीर का स्कैन हो जाता है और सारे शरीर का स्वास्थय से सम्बन्धित डाटा प्राप्त होता है /

४- शरीर के तमाम अन्गों का डाटा मिलने के बाद जब असल बीमारियों का अध्ध्यन करते है , तब PIN POINTED diagnosis होकर दवाओं का सेलेक्सन करते है /

५- इस प्रकार से ETG AyurvedaScan आधारित किये जाने वाले इलाज  से सही, सटीक, अचूक चिकित्सा व्यवस्था होने से अवश्य फायदा होता है /

ETG AyurvedaScan के बारे मे अधिक जानकारी इसी वेबब्लाग में समबन्धित posts को search करके देखे /

************************************************

Question; sir, mai kai sal se hasth maithun karta tha lekin 2,3 saal se mujhe bar bar hone laga hai agar swapn dosh ya hasth mathun kar leta hu to 10,15 minute par bar bar din bhar pesab hota hai doctar ne kai janch kar waya lekin sab janch normal nikalti hai,dawai khane ke baad aur paresaniya badh jati hai isliye 1saal se maine dawaiyan khana band kar di.please is ka koi samadhan bataiye.

Answer; Yah sab gandi aadate kyo aapane paal li hai  Ab paal li hai to samadhan mujhase puchch rahe hai.

Yah sab aapaki dimagi soch ka parinaam hai, aapane agar shadi nahi ki hai to kar daliye aur jitani jaldi ho shadi ke bandhan me bandh jayein, kahi aisa na ho ki aap napunsak ho jayein jo aapake liye baad me aaphat ka saman ban jaye.

////////////////////////////////////////////////////////////////////////

Question; Lingvardhak yantra ke bare me batayein .

Answer;  apane paas ke kisi medical store se ya surgical saman bechane walo ke yaha mil jata hai, isaka upayog ling ka size badhane aur napunsakata ko dur karane ke liye karate hai

Jo log LINGVARDHAK YANTRA magana chahe, ve 600/- rupaye ka bhugatan karake hamare yahan se COURIER dvara manga sakate hai. Is  yantra ki kimat rupaye 600/- money order ya draft ya hamare bank account me jama karade, ham usi din LING VARDHAK aur NAPUNSAKTA NASAK yantra ko courier  dvaraa apake bataye pate par bhej denge, jo log gav ya dehat ya kasbe me rahate hai aur vahan courier seva nahi hai , unhe ham SPEED POST PARCEL dvara yah yantra bhej denge

41 Responses to "FAQ ; Frequently Asked Questions ; बार बार और हर बार पूछे जाने वाले सवालों के उत्तर"

MERA PET BAR BAR KHARAB HO JATA HAI, SAFED AON KE SATH PAKHANA HONA SURU HO JATA HAI, SIR MAIN BAHUT DARD HOTA HAI, SAR FATNE LAGTAHAI, B.P LOW HOJATA HAI, MAIN IS SE BAHUT JAYADA PARESAN HUN, YEH BIMARI MERE KO PICHLE 10-12 SAL SE HAI, JAB-JAB ELOPATHIC GOLI/MEDICINE (GRAMOGYLE / FLYGYLE TABLET) KHA LETA HUN DO-CHAR DIN KE LIYE THIK HO JATA HAI FIR VASA HI HO JATA HAI.KRPAY KOI AYURVADIC ILAZ BATAI

………..reply by Dr DBBajpai………..Bhai Haider Ali ansari ji, haqiqat me aapako “Irritable & inflammatory condition of bowel” syndromes ki bimari hai. Is bImari mein Liver, pancreas aur Gall bladder tathaa bado aur chchoti aant ki ek saath inflammation ke saath saath sujan bhi ho jati hai. Chchoti aur badi dono aante done milakar lagabhag 32 se 40 feet ki lambai ki hiti hai, jab puri ki puri badi aur chchoti aante bigad jati hai tab yah stithi paida ho jati hai.

Yah bimari ayurvedic ilaj karane se puri tarah thik ho jati hai, isaka allopathy me koi ilaj nahi hai aur flagyl, metrogel khane se sivay nukasan ke koi phayada nahi.

Behatr hoga aap apane najadik ke kisi Haqim ya Ayurveda doctor se salah lekar dava le aur parahej jo bhi batayein unaka palan karein.

Mera ilaj karane ka tarika bilkul alaga hai, main bina ETG AyurvedaScan parikshan ke kisi ka ilaj nahi karata, kyonki pichchale 15 varson se main ETG adharit Data ke aasare ko lekar hi ilaj karata hu aur safalata prapt karata hu.

Phir bhi main aapako do davayein bataye de raha hu, jinaka sevan karane se aur lamabe samay tak khane se aapako aaram mil jayega.

KUTAJ GHAN VATI 1 ya 2 goli subah sham sade pani se le aur khane ke baad KUTAJARIST 20 ml barabar pani milakar le. isase apake aanv ki takalif kafi kam ho jayegi.

sir mere pith per do sphed type ke dubbey ban gaye hai sir kya karan ho sakta hai ak asa lagta hai ki kuch month pahale se halka-halka nikla hai kya koi bimari to nahi ho raha hai kripya gharelu(home) upchar bataye ap ki ati kripa hogi.

@…………reply by Dr DBBajpai………….aapako safed daag ho rahe hai, satark rahe aur jaldi hi ilaj karayein, yah bahut teji se phailata hai, yah hamesha dhyan rakhe.

isi blog me kai post safed daag se sambandhit hai, vahi par jakar jyada janakari prapt kar le.

doctor sahab muje sardi-jukham adiktar rahti hai bar-bar chhik aati hai todi se bhi dhandi ho jukam ho jati aur bhut chhik ke sath nak bahti hai.kuch anubhavi log kahate hai ki tumhe isnophiliya hai jiska koi bhi complete upchar nahi hai. kya karu please kuch sujhaw de.control karne ka home upchar bhi batye.

@…………reply by Dr DBBajpai…………aap SINUSITIS aur EXPOSURE OF COLD ki bimari se pidit hai, isaka ilaj Homoeopathic ya Ayurvedic karayein, thik ho jayega

mai undergarment pattern master hu mere wife ko har 2 mahine pet me dard hota hai ultrasound karane par pet me infection hai aur jab tak pani nahi chdhwate tab tak thik nahi hoti mujhe upay bataie

………..reply by Ayurvedician………..aap apane prashana ka uttar FAQ mein KASTASADHYA AUR ASADHYA ROGON KE UPACHAR prashan ke uattar mein dekh le

Pait ke hernia ka operation karane ke bad meri aant fat gayi hai jisme se abhi 15 ml mal jaisa aa raha hai. isko paanch mah ho gaye hai shuru me yeh 600 ml prati din tha kya yeh band ho jayega ya nahi? ya operation karvana padega.

………..reply by Dr DBBajpai………..mere khayal se aapako dubaaraa usi surgeon ke paas jakar salah leni chahiye, jisane aapakaa hernia kaa operation kiya hai. abhi 5 mahine huye hai, kabhi kabhi yah ghaav bharane me adhik samay bhi lag jataa hai.

Phir bhi , achcha yahi hogaa ki aap usi surgeon ke pas jaye, jisane aapakaa operation kiya hai, apani talaif batayein, kyonki jitana adhik usako apaki bimari aur ki gayI surgery ke bare me pata hoga, vah dusara doctor, shayd hi samjh paye.

dear sir,

muje harniya hai kya es ka aurveduc elaj hota hai kya agar hota hai to muje adderss ke saath bataye

………..reply by Dr DBBajpai………..aap apane najadik ke kisi Ayurvedic doctor se samapark karein. Harnia kaa aayurved me ilaj hai, lekin takalif bhi dekhani padegi, bina dekhe nahi bataya ja sakata ki hernia davaon se thik hogi ya phir shalya chikitsa se thik hogi

sir, main kabj se paresan hun, subah natural tarike se stool nahi hota. Is paresani se sharir dubla aur kamjor ho gaya hai. Kripya kar ke meri is problem ka samadhan kare.

Thank U

………..reply by Dr DBBajpai………..aap apane bhojan mein salad ki matra badha de, kuch phal khaayein jisase aapaka kabj dur ho jayega, amarud, papita,gajar khane se kabj shighra dur hota hai.

sir my name is sonu kumar. my age 25 years. mere hath & pair ki unguliya bahut chhote chhote hai. my height 5ft se 2.2cm kam hai. my weight 45 kg hai. mai chhota sa filling karta hun. kirpya lamai badane ke liye ayurvedic upyog batae. thanks sonu kumar

…………reply by Dr DBBajpai………….aap kisi physiotherapist se miliye, vah aapaki madad karega

lambai badhane ke liye agar niyamit yoga excercises ya posture kare to aapaki lambai kuchch inch tak badha sakati hai, isake liye aap kisi Yoga shikshak se mile, uchit khan paan aur excersise se aapaki lamabi kuchch inch badha sakati hai

सर मेरी उम्र २६ साल है ,मुझे बचपन मैं हस्त्मेतुं की आदत थी | जो मैंने कई साल पहले छोड़ दी थी| मेरा सव्पन्दोश व् लिंग मैं कमजोरी का इलाज चल रहा है |परन्तु मेरी परेशानी है की मुझे मीठा बी नुक्सान देता है जबकि सुगर नहीं है. डॉक्टर नर्वस सिस्टम मैं खराबी और मसाने मैं गर्मी गर्मी बताते है ,मुझे क्या बीमारी हो सकती है ? और कोई आयुर्वेदिक इलाज बताये|

mera naam bhavna hai mere hight 5.3 fit hai wait 65 kg hai me pcos namak bimare se peedit hu doctor ne kaha hai ke me es bimari ke bajh se maa nahi ban sakti. mera wait v bad raha hai hamesa susti chai rahti hai. me ek working wooman hai krpya upaye baatye

………..reply by Dr DBBajpai………..agar aap vastav me apani bimari se preshan hai aur ayurved kaa ilaj karakar thik hona chahati hai , to aap sabase achcha hai ki pahale apana ek ETG AyurvedaScan prikshan karayein aur usake baad ayurved ka ilaj le, isase apaki bimari abhi thik hone ki bahut adhik sambhvanayein hai,

agar aap yah parikshan nahi karana chahati ya suvidha nahi hai to aap apane najadik ke kisi ayurvedic chikitsak se ilaj karaye aur lambe samay tak ilaj karayeingi to thik hone ki sambhavana bahut hoti hai,

Yadi aapane Allopathic doctor dvara D & C yaa anya kisi prakar ka chchota , minor or major, operation karaya hai to aapaki bimari ko thik hone ki sambhavana bahut kam hogi, yadi kisi prakar kaa operation yaa D & C nahi karaya hai to bimari thik hone ki sambhavana bahut hoti hai,

Sir, meri wife ke pittey ki thaily main pathari hai, kya woh bagair opretion ke thik ho sakti hai. Abhi pathari kafi chhoti hai please reply me early
Thank you, Sir

………..reply by Dr DBBajpai………. agar pitta ki thaily ki pathari 4 millimeter se lekar 6 millimeter tak ki hai to bina operation ke nikal sakati hai, aap apane najadik ke kisi Achche ayurevdic yaa homoeopathic chikitsak se salah lekar davayein shuru kar de

Isase bhi achchaa tarik ek aur hai, vah yah ki agar ETG AyurvedaScan ya EHG HomoeopathicScan ka parikshan kara karake dava shuru karenge to nishchit hi bahut phayada hoga, lekin is parikshan ke liye aapako kanpur ana hoga

sir,
meri umar 17 sal ki he ur meri height bahut kam he meri sath padhne wale baccho ke sath me jab bethta hu to bahut bura lagta he plz give me answer fastly sir thankyou

sir kya koi ayurvedic upay h jisse baxhhe sunder paida ho
agar ho to sir jarur batana

………..reply by Dr DBBajpai………..najadik ke kisi ayurvedic doctor se baat karein

Plz koi gharelu ya aayurvedik upchar bataiye.
Thanks

………..reply by Ayurvedician………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI

STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe

Apaki bimari ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko rog mukti mil sakati hai

sir, mera

namaste sir,mujhe 2-3 saal typhoid raha or ab typhoid to thik hai par mujhe bhukh bilkul nhi lagti or mera kaleja bhari-2 sa rehta hai or thodi der khade hone se mujhe chakkar aa jate hain or ulti bhi aane wali rehti hai par lagti nhi plz sir mujhe iski koi medicine bta do

………..………..reply by Vaidyaacharyaa………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI

STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe

Apaki bimari ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko rog mukti mil sakati hai

Sir mera name m. Hanif hai mujhe 5-6 mahine se typhiod rog se pareshan hu mujhe is rog se mukti pane ke liye ayurvedic upuchar dewe

………..reply by Vaidyaacharyaa………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI

STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe

Apaki bimari ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko rog mukti mil sakati hai

Sir mera name m. Hanif me 5-6 mahine setyphiod rog se pareshan hu mujhe is rog se mukti pane ke liye koi ayurvedic upchar dewe

………..reply by Vaidyaacharyaa………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI

STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe

Apaki bimari ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko rog mukti mil sakati hai

DR SAHAB MERA NAME MO HANIF PANWAR UMAR 18 SAL VILLAG DADUBASNI RAJ. KA RAHNE WALA HUN MUJHE TYPHIOD KI BIMARI NE 5-6 MAHINO SE GHER RAKKHA HE ISKE CHALTE ME KUCH NAHI KAR SAKTA PLZ MUJHE IS BIMARI SE MUKTI PANE KE LIYE KOI ACCHA SA AYURVEDIC UPCHAR DEWE ME AAPKA BHOT BHOT AABHARI RAHUNGA

………..reply by Vaidyaacharyaa………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI

STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe

Apaki bimari ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko rog mukti mil sakati hai

neuro disis ka upchar muje bataeye

Sir myself rakesh, meri wife ko mahina aane ke baad do teen din bad fir se blooding suru ho jati hai. aur isse vah bahut kamjor bhi ho gayi hai kripya upay batayen.

………..reply by Vaidyaacharyaa………..aapaka rog KAST SADHYA / ASADHYA ROG ki shreni me aataa hai, ap chahate hai ki apaka rog dur ho aur AYURVED ki aushadhiyon se apana rog thik karana chahate hai to hamari sabse achchi salah yah hai ki ap niche diye gaye vidhan se yadi chikitsa karayenge to avashy ROG SE MUKTI MIL JAYEGI

STEP-1 ; Sabase pahala apana ek ETG AyurvedaScan parikshan karayein
STEP-2 ; Parikshan ke uparant apaki takalif ka job hi conclusion hoga, us ke hisab se apako davayein di jyengi
STEP-3 ; Bataye gaye parahej ko kuch samay ke liye chalate rahe
STEP 4 ; har 15 din ya ek mah ke antaral par apana chekup karate rahe aur davayein continue rakhe

Apaki bimari ke hisab se apako 120 din se lekar 240 din tak dava khana pad sakata hai, itane din ilaj karake aap ko rog mukti mil sakati hai

This is the correct approach of the treatment of your ailments. YAH AAPAKI BIMAARI KA JAD MUL SE THIK HONE KA SAHI AUR SATIK AUR ACHUK ILAJ KA RASTA HAI

Ilaj ke liye apako KANPUR shahar aanaa hogaa , kyonki yahi par is parikshan ki suvidha upalabdh hai

kidany me sujan kyo hoti hai ?

Mujhe exima ki shikayat he please achchha sa Ilaj Bataye

main ne aage bhi aap ko btaya tha per aap ne jwab nahi diya main gujrat surat main rehata hu mer meri 35 hay main jaldi discharge ho ja ta ho koi upay batye pl.

dear sir mera naam sanjay suthar hai, me 23 year ka hu mera ???????????hai meri shadi ho gai hai. !!!!!!!!!!!ka ilaj batane ki karipa karave. namaste

hello sir,
i have problem of “dhat ” please iske liye koi yog bataiye

sir good morning
me bachpan me ………… kiya tha or aaj meri age 31yers hai meri sadi ko 5 sal ho gaye hai.
jab garwali ke pas jata hu to ============= ati hai ya so kar udne par ati hai to kiya me sahi hu ya kuch kamjori ai hai ye umar ki karan hai is ka samadan bataye

R/sir
my name is rajender. sir mere father ki gale me shikayat ki wjh se humne 6 mahine phle biopsy karwayi thi to doc ne gale me yaani food pipe ka cancer POORELY DIFFERENCIATED SQUAMOUS CARCINOMA declaire kiya . inka ilaaj chal raha h.jisme chemotherapy ki 3 cycle or radiation therapy huyi h.abhi december me radiation complete hone ke bad doctors ne dobara PET CT ke liye bulaya the 15 march ko.to main doctor leave pe the.sir papa ji ko dobara gale me mtlb 6aati me dobara rukaavat h. to pls mujhe treatment suggest karein pls i thankful to you for this kind act

………..reply by Dr DBBajpai………..aap jo bhi ilaj kara rahe hai usako chalane de, aap ETG AyurvedaSCan parikshan karakar Ayurved ka saath me aur ilaj ki vyvasthaa karaade to achcha hogaa

i m anil from hisar,haryana.i hv been suffering from i.b.s. since 7yrs. n want resolution of it.like many others i hv also tried alopathy n other but all in vain.sir pls suggest me something n send me ur rply on my e-mail address if u cn pls.i m eagerly waiting 4 ur response.

……….reply…………first you gofor an ETG AyurvedaScan examination and after that take Ayurvedic treatment that will cure /relieve your ibs problem.

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out / Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out / Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out / Change )

Connecting to %s

ETG AyurvedaScan WORLDWIDE Visitors Count Begins from 17 August 2010

Every Second Count of Visitors

ayurvedaintro.wordpress.com
81/100

Google Page Rank ; Top 10 ; counting starts from 13 February 2011

Instant presence of visitors ; counting starts from 13 February 2011

WELCOME to all of you ; Kindly write your comments ; आपका स्वागत है : कृपया अपने विचार अवश्य लिखें

  • 446,741 hits

E-mail address for CONTACT

kpcarc@gmail.com

इन्हे भी पढ़िये और समझिये

स्वास्थ्य दैनिकी ; Swasthya Dainiki

जून 2012
सो मँ बु गु शु
« मई    
 123
45678910
11121314151617
18192021222324
252627282930  

Aapane Likha, bahut khusi huyi आपने लिखा, बहुत प्रसन्नता हुयी

Top Posts

Thanks Visitors

Follow

Get every new post delivered to your Inbox.

Join 72 other followers