#############################
#############################
Zincum Valeriana 1X, 2X, 3X and more
यह होम्योपथिक दवा निम्न बीमारियों में प्रयोग की जाती है ।
· Neuralgia
· Hysteria
· Angina pectoris
· Ovarian affections
· Painful conditions [Homeopathic Painkiller]
· Epilepsy
· Facial Neuralgia
· Sleeplessness in children
· Hiccough obstinate
· Sciatica severe painful condition
· Headache intermittent
· Sleeplessness
· Insomnia
· Ovaralgia
· Cervical spondilitis and similar complaints
मात्रा ; २०० मिलीग्राम , दिन में तीन चार बार खाना चाहिये ।
ZINCUM MET 3X, 6X and more
Yah rakta, nerves aur brain mein paya jata hai aur nerve endings mein yah sakriya bhumika nibhata hai
· Brain fag mein sabase adhik prayog karate hain
· Intense fidgetiness
· Neuralgia
· Pruritis
· Formication of Skin
· Headache over Eyes
· Burning Eyes
· Neurasthenia
· Delirium
· Emaciation
· Phlebitis
Matra : 200 mgs three four times a day
#############################
URANIUM NITRICUM 2X / 3X / 6X
Yah Homoeopathy ki dava nimna darshayi gayi bimariyon mein kaamaati hai;
Doses; 5 grains ki matra mein ise din mein rog ki paristithy ke anusar khana chahiye, samanyataya din main char baar khana thik hota hai
############################
TELLURIUM 3X, 6X
यह दवा निम्न बीमारियो मे काम आती है
मात्रा : २०० मिलीग्राम प्रति खुराक, दिन मे तीन या चार बार
############################
SELENIUM 3x / 6x
Is dava ka upayog niche likh bimarion mein karatey hain
* Isaka sabase achcha asar GENITO-URINARY ORGANS par padata hai, isaliye in angon se sambandhit bimarion mein isaka upyog karte hain
* Prostatitis
* SEXUAL ATONY
* Old age persons, jo jaldi thak jatey hain, jinaka sharir kisi bimari ke karan kamjor ho gya hai
Yah aur bhi takaliefon mein kam aati hai, lekin TRITURATION form mein yah dava uparokta bimarion mein diya jaye to vishesh labh hota hai
Isako din mein 4-5 bar lena chahiye
############################
MERC SOL 3x / 6x Tablets/Powder
Yah diarrhoe, patale dast aana, cholera jaise dast aana, aanv yani mucous stool, dysentry, bloody dysentry aadi sabhi mein prayog karatey hain, gale ki kharabi, koi infection ho to usamein bhi prayog karatey hain, yah vyapak upayog ki dawa hai, sharir ke kisi bhi ang mein hone wali takaliefon mein isaka upyog kar sakatey hain
Yah din mein 2 se char bar tak kha sakatey hai
#######################################
HEKLA LAVA 3x / 6x
Yah dava bahut kaam ki hai, ise niche likhi aur diagnose ki gayi bimarion mein prayog kar sakatey hain;
* Isaka khas asar mukh ke dono jabadon par padata hai
* Bachchon ke takalief se dant nikal rahe hon, masudon me ghav ya boils, jise gum-boils kahatey hai, exostosis ho usamein upayog karatey hain
*Nodosities, carries of bones
*Ostitis, periostitis, Osteosarcoma, aur rachitis yani sukha ke rog, jo bachchon mein hota hai
* Sabi tarah ke Tunours mein
* Bone necrosis, necrosis and sinus after mastoid operation
* Totthache
* Enlarged cervical glands
Ise din mein teen char bar lena chahiye, 100 milligramm ki khurak honi hahiye
############################
GUN POWDER 2X ya 3X
Yah ek bahut prayog mein aane wali Homoeopathy ki dava hai, jisaka bahut upayog un bimarion mein karatey hain, jahan yah pata chale ki “Khoon mein Jahar mil gaya” ya “Blood Poisoning” , kisi prakar ka Septic Poisoning hai, ya kisi ghav mein infection ho gaya hai, chehare mein Herpes ho gayi hai, ya chchoti chchoti funsiyan ya phudiyanon ki badha si aa gayi hai, ek nikal rahi hain , das aur nikal aayi hain, tatha Osteo-myelitis yani jodon mein sujan ya dard ki bimari ho gayi hai,
Gun Powder in sabho mein ramban sa kaam karati hai, ise sabhi Homoeopathic dava bechane wale rakhatey hain tatha vahan se ise prapta kiya ja sakata hai.
###############################
CUPRUM OXY NIGER 2X YA 3x
Yah dava Pet ke sabhi tarah ke kidon ke upachar ke liye kaam mein aati hai, Ascarides, Pin worms aur doosare sabhi tarah ke kidon mein yah awashya phayada karati hai. Bachchon ke pet ke kidon aur unase utapanna sabhi lakshano ko yah door karati hai
Ise din mein teen bar khaana chahiye, ise sabhi dava banane wali co. banati hai tatha asani se upalabdha hoti hai
################################
CUPRUM MET 3X, 6X, 12 X and more
Yah Homoeopathic trituration nimna bimarion mein prayog kiya jata hai
· Yah Liver mein mukhya roop se paya jata hai
· Yah Rakta mein bhi paya jata hai
· Yah Nerve cells mein bhi paya jata hai
· Aneamia
· Hepatitis
· Liver problems
· Cramps
· Deep sleep
· Hyteria
· Spasmodic affections
· Colic
· Dysmenorrhoea
· Amenorrhoea
· Chlorosis
Matra: 200 mgs din mein teen baar khana chahiye
###############################
CARBO VEGETABILIS 3X YA 6X
Yah Homoeopathy ka ek mahatvapurna trituration hai, jinhe pet mein gas banati ho, indigestion ki bimari ho, khan na hazam hota ho, jinaka blood pressure kam ho, jinke sharir mein susty bani rahati ho, jinake rakta ka pravah kamjor ho , jo apane andar bahut kamjori mahsus karatey hon, unake liye yah dava ramban se kam nahin hai
Homoeopathy mein is dava ka bahut prayog lakchchan anusar hota hai, lekin jab trituration ka upayog karatey hain , to isaka upayog oopar likhit takaliefon tak simit ho jata hai,
Isako din mein teen char bar khana chahiye, aajkal yah tablets mein mil jati hain, aur sabhi Homoeopathic stores mein mil jati hain, is dava ke koi side effects nahin hain, aur na hi yah koi nukasan karati hai, troturation khane mein kewal phayda hi phayada hai, nukasan koi bhi nahin
################################
CADMIUM SULPHATE 3X, 6X
Yah nimana bimarion mein kaam aata hai
Matra: 200 mgs three hourly for five doses
#######################
CALCAREA IOD 3X, 6X, 12 X
Yah dava nimna bimarion mein kaam aati hai
Matra; 200 mgs daily three or four times a day
#############################
BARYTA MUR 3X
Yah HIGH BLOOD PRESSURE ki achchi dava hai, jinaki dhamaniyon mein kadapan aa raha hai, jinako dhamani kathonya ka rog hai, ve bhi ise prayog karein
Doses; 125 milligramm trituration ki ek khurak subah, ek dopahar aur ek sham ko khana chahiye
################################
BARYTA CARB 3X
Yah Gale yani Internal Throat se sambandhit sabhi tarah ki takaliefon ki ek utakrast dava hai, ise nimna bimariyon mein upayog karatey hain
Doses; ise 3 se 5 grain tak din mein tin char bar dena chahiye
################################
AURUM MUR 2X / 3X /6X /12X
Yah dava Sona yani gold se banatey hai, isake bahut se upayog hain aur karib karib sabhi bimariyon mein akele ya kisi dusari dava ke saath saath alternate ya badal badal kar de sakatey hain, isake mukhya upayog niche diye gaye hain
Doses: 200 mg trituration din main kai bar khana chahiye
################################
ARGENTUM NITRICUM 3X / 6X / 12X
Yah dava chandi yani silver se banati hai, chandi ka mukhya prabhav spinal cords par, motor nerves par adhik padata hai, isaliye yah dava motor nerves aur paralysis ke liye bahut upayogi hai
· Disorders of Paralysis
· Disorders or anomalies of Motor nerves
Doses; 200 mgs trituration three or four times a day
################################
Triturations Homoeopathic medicine mein bahut mahatvapurna sthan rakhatey hain, chikitsa mein bhi inaka bahut upayog karatey hain . Sabase badi baat yah hai , ki trituration ki dava bahut shighra aur bahut satik prabhav sharir mein chchodati hai tatha ise sabhi log bahut chav se kha lete hain.
Triturations Homeopathic chikitsakon dwara prayog karatey hain , inaki ek bahut lambi feharist hai, main yahan koshish karunga ki aapako sabhi ko un triturations ke upayog batavu , jisase yah janakari sabako ho ki , Homoeopathic medicines kahan kahan prayog ki ja sakati hain.
Main hamesha prayas karata hun ki sabhi logon ko Homeopathic dawaon ke upayog ki latest janakari milati rahe, isaliye din praditidin rojana nai janakari dene ka prayas karata hun, in jankariyon mein mere swayam ke anubhav, mere mitron ke anubhav tatha doosare un docotrs ke anubhavon ko samet kar dene ka prayas karata hun, taki sabhi log labhanvit hon.
November 11, 2008 at 2:34 PM
do you have any medication for pregnancy we are trying for 6 months and are not successful can you suggest some thing
………………………… Reply by Dr.D.B.Bajpai …………………………..I will suggest you to go for Ayurvedic treatment of the mentioned problem. I have good experience to treat Sterility cases with Ayurvedic medicines. Homoeopathic medicines in combination with Ayurvedic medicine helps much better. I will suggest you also to not to do D & C and other unnatural surgical procedures, done by the Gynics, and avoid it totally. It will not only damage the natural physiology of the organs, but also create permanent sterility and then there will be no treatment of this disorders in any alternative medical systems.